Tu Mujhe Kabool Lata Mangeshkar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Tu Mujhe Kabool Song Lyrics
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah, Khuda gawah
Apni baat se jo mukar gaya
Apni baat se jo mukar gaya
Tu woh bewafa gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah, Khuda gawah
Shikwa bhi hai, yeh fariyaad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Shikwa bhi hai, yeh fariyaad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Woh bad-naseeb aaj bhi tera
Woh bad-naseeb aaj bhi tera
Dekeh raasta gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Mitti to nahi daaman se jhaad di
Chitthi to nahi jo padh kar phaad di
Mitti to nahi daaman se jhaad di
Chitthi to nahi jo padh kar phaad di
Todne se bhi toot-ta nahi
Todne se bhi toot-ta nahi
Rishta khoon ka gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Aisa to kabhi hota nahi
Gairon ke liye koi rota nahi
Aisa to kabhi hota nahi
Gairon ke liye koi rota nahi
Teri aankhon mein mere aansoo aa gaye
Teri aankhon mein mere aansoo aa gaye
Aaya yaad kya gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah
Tu mujhe kubool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah
Apni baat se jo mukar gaya
Apni baat se jo mukar gaya
Tu woh bewafa gawah Khuda
Khuda gawah, Khuda gawah, Khuda gawah
You May Also Like
» Main Aisi Cheez Nahin [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Mere Watan Mein Maine [Alka Yagnik, Suresh Wadkar] » Tu Mujhe Kabool [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Sar Zameene Hindustan [Amitabh Bachchan] » Rab Ko Yaad Karu [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Tu Na Jaa Mere Baadshah [Udit Narayan, Anuradha Paudwal] » Deewana Mujhe Kar Gaya [Alka Yagnik, Mohammed Aziz]FAQs for Tu Mujhe Kabool
Who is singer of Tu Mujhe Kabool song ?
Singer of Lata Mangeshkar.
Who is writer of Tu Mujhe Kabool song ?
Anand Bakshi wrote this Song.
Who is the music director of Tu Mujhe Kabool song ?
Tu Mujhe Kabool is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Tu Mujhe Kabool song ?
Tu Mujhe Kabool is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Tu Mujhe Kabool song ?
Playtime of song Tu Mujhe Kabool is 08:04 minute.
How can I download Tu Mujhe Kabool song ?
You can download Tu Mujhe Kabool song via click above download links.