Rab Ko Yaad Karu Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Rab Ko Yaad Karu Song Lyrics
Rab Ko Yaad Karu Lyrics
Movie: Khuda Gawah
Song: Rab Ko Yaad Karu
Singer: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Composer: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Lyrics:
(Aaa)
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildaar mila de oye Rabba
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildaar mila de oye Rabba
Jab se hui yeh lambi judaai
Jab se hui yeh lambi judaai
Na chain aaya, na neend aayi
Na neend aayi
Nazrein taras gayi, aankhen baras gayi
Nazrein taras gayi, aankhen baras gayi
Mujhe deedaar kara de oye Rabba
Mujhe deedaar kara de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Jee chahe uski baahon mein jhuloon
Jee chahe uski baahon mein jhuloon
Aankhon se dekhoon, haathon se chhu loon
Haathon se chhu loon
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Yeh deewaar gira de oye Rabba
Yeh deewaar gira de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
(Aaa)
Usse bichhadkar yun jee raha hoon
(Ooo)
Usse bichhadkar yun jee raha hoon
Jaise zeher koi pee raha hoon
Yun jee raha hoon
Saaz-e-dil toot gaya, naghma ruth gaya
Saaz-e-dil toot gaya, naghma ruth gaya
Taar se taar mila de oye Rabba
Taar se taar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Karde kuch aisa tu haal mera
Karde kuch aisa tu haal mera
Aa jaaye sunkar mera masiha
Mera masiha
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Mujhe bimaar bana de oye Rabba
Mujhe bimaar bana de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Rab ko yaad karu, ek fariyaad karu
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Hooo
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildaar mila de oye Rabba
You May Also Like
» Mere Watan Mein Maine [Alka Yagnik, Suresh Wadkar] » Tu Mujhe Kabool [Lata Mangeshkar] » Main Aisi Cheez Nahin [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Tu Mujhe Kabool [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Sar Zameene Hindustan [Amitabh Bachchan] » Tu Na Jaa Mere Baadshah [Udit Narayan, Anuradha Paudwal] » Deewana Mujhe Kar Gaya [Alka Yagnik, Mohammed Aziz]FAQs for Rab Ko Yaad Karu
Who is singer of Rab Ko Yaad Karu song ?
Singer of Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz.
Who is writer of Rab Ko Yaad Karu song ?
Anand Bakshi wrote this Song.
Who is the music director of Rab Ko Yaad Karu song ?
Rab Ko Yaad Karu is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Rab Ko Yaad Karu song ?
Rab Ko Yaad Karu is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Rab Ko Yaad Karu song ?
Playtime of song Rab Ko Yaad Karu is 09:02 minute.
How can I download Rab Ko Yaad Karu song ?
You can download Rab Ko Yaad Karu song via click above download links.