Teri Hasti Hai Kya Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Teri Hasti Hai Kya Song Lyrics
Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sans jab tak hain hum to nachege
Aas jab tak hain hum to nachege
Jisne paida kiya woh bachayega
Jisne paida kiya woh bachayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya
Apne ghunghru ki kasam
Nachate jayenge hum
Jaan jaye ke rahe
Ab na rokenge kadam
Lagi tan man mein agan
Ab yeh phailegi jalan
Kaanp jayegi zameen
Sar jhuka dega gagan
Gham udthana likha hain
Muqaddar mein
Dil jalana likha hain
Muqaddar mein
Uski marzi hain tu kya nachayeja
Uski marzi hain tu kya nachayeja
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya
Tere sar pe chadha joothi takat ka nasha
Tukjh ko malum nahin hal kya hoga tera
Hai tera naam bura hain tera kam bura
Yaad rakh hoga yahi tera anzam bura
Khali jata nahin var aaho ka
Tujhko badla milega gunaho ka
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya
Khoon bahta hain jaha aag lagti hain waha
Aaj zulmo ka tere faisla hoga yaha
Bachke jayega na tu chain payega na tu
Rang lata hain sada ye gunaho ka lahu
Aasma wala insaf karta hain
Aasma wala insaf karta hain
Jisne jaisa kiya waisa phal ta hain
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega.
You May Also Like
» Patli Kamar Lambe Baal [Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy] » Tu Ladki Number One Hai [Shabbir Kumar, Alka Yagnik] » Saat Taalon Mein Rakh [Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy] » Hum Gharibon Ne Tera [Shailendra Singh, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar]FAQs for Teri Hasti Hai Kya
Who is singer of Teri Hasti Hai Kya song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar.
Who is writer of Teri Hasti Hai Kya song ?
Farooq Qaiser wrote this Song.
Who is the music director of Teri Hasti Hai Kya song ?
Teri Hasti Hai Kya is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Teri Hasti Hai Kya song ?
Teri Hasti Hai Kya is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Teri Hasti Hai Kya song ?
Playtime of song Teri Hasti Hai Kya is 06:19 minute.
How can I download Teri Hasti Hai Kya song ?
You can download Teri Hasti Hai Kya song via click above download links.