Patli Kamar Lambe Baal Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Patli Kamar Lambe Baal Song Lyrics
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Kale nayan gore gal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Hum bhi hain jawa
Haye main sadke jawa
Humsa kaun yaha
Haye main sadke jawa
Haye main mar gayi
Mai lut gayi main mit gayi sambhal
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Kale nayan gore gal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Ye chand ke mukhde ki
Jhalak tere liye hain
Ha ha mere liye hain
Ha ha mere liye hain
Arman bhare dil mein
Kasak tere liye hain
Ha ha mere liye hain
Ha ha mere liye hain
Mar mar ke nibhayenge
Tere pyar ka wada
Dil kya hai meri jaan talak
Tere liye hain
Soniyo jiyo jiyo yun meri jaan na lo
Hiriyo jiyo jiyo yu meri jaan na lo
Agli pichli na badlegi chaal
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Kale nayan gore gal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Ye pyar khule aam dikhana nahin achha
Kyu nahin achha
Ho jaoge badnam zamaana nahin achha
Kyu nahin achha
Nazuk hain mera dil ye tadpta hi rahega
Dildar hasino ko jalana nahin achha
Ye to hoga nahin
Aa chale aur kahin
Yahi to socha nahin
Aa chale aur kahin
Chalte chalte karenge dhamal
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Kale nayan gore gal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Ye teri mohabbat kahin
Dhokha to nahin hain
Na na dhokha nahin hain
Na na dhokha nahin hain
Aashiq to hazaro hain
Magar tumsa nahin hain
Ha ha humsa nahin hain
Ha ha humsa nahin hain
Dil jit liya tune mera pehli nazar mein
Jo tune kiya aisa kabhi hota nahin hain
Kar nivaz karam
Chhed mat allah kasam
Ab to chhod sharam
Chhed mat allah kasam
Tu to karta hai kya kya kamal
Patli kamar lambe baal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Kale nayan gore gal haye re
Allah husn meri umar solha sal
Ke nazar idhar bhi
Ke nazar idhar bhi
Ke nazar idhar bhi
Ke nazar idhar bhi
Ke nazar idhar bhi
Ke nazar idhar bhi idhar bhi idhar bhi idhar bhi
Idhar bhi idhar idhar idhar idhar
You May Also Like
» Tu Ladki Number One Hai [Shabbir Kumar, Alka Yagnik] » Hum Gharibon Ne Tera [Shailendra Singh, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar] » Saat Taalon Mein Rakh [Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy] » Teri Hasti Hai Kya [Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar]FAQs for Patli Kamar Lambe Baal
Who is singer of Patli Kamar Lambe Baal song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy.
Who is writer of Patli Kamar Lambe Baal song ?
Farooq Qaiser wrote this Song.
Who is the music director of Patli Kamar Lambe Baal song ?
Patli Kamar Lambe Baal is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Patli Kamar Lambe Baal song ?
Patli Kamar Lambe Baal is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Patli Kamar Lambe Baal song ?
Playtime of song Patli Kamar Lambe Baal is 05:39 minute.
How can I download Patli Kamar Lambe Baal song ?
You can download Patli Kamar Lambe Baal song via click above download links.