Zamaana Deewana Ho Gaya Vinod Rathod, Sapna Mukherjee Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Zamaana Deewana Ho Gaya Song Lyrics
Arre baarudo ke mausam mein sab
Karane lage phulon ki baat
Aag ke jalate dariya par
Phir hone lagi rimjhim barsaat
Tham gayi hai nafrat ki aandhi
Arre aalam sara hai khushhaal
Saanson mein hai preet ki sargam
Tan soni te mann mahiwal
Aji kya kaha
Dhundhte rah jaoge
Kya aji dhundhte rah jaoge
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
In galiyo me bach ke rahna
Natkhat prem kumari
In galiyo me bach ke rahna
Natkhat prem kumari
Is basti me rahte hai
Sab ke sab prem pujari
Chatak matak ke mat chaliyo
Koi namak laga kar chakh lega
Chatkili chatak jawani ko
Jhat se ankhiyan me rakh lega
Sundar ladki hai jaha
Tandrusti hai waha
Tandrusti hai waha
Ho laila majnu se shirin farhaad se
Farhaad se
Ho laila majnu se shirin farhaad se
Farhaad se
Hara hai zamaana dil ki
Fariyad se, fariyad se
Dil bekhabar hai
Dilkash safar hai, na koi darr hai
Shama ki baaho me he parwane
Sabka dil ishq me kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zulm ki ye khanjar chalwaye
Kitne hitlar aaye
Zulm ki ye khanajr chalwaye
Kitne hitlar aaye
Par ishq me pagal deewano
Ko woh bhi rok na paye
Lahu dilo ka jab chahat ke
Rango me dhalta hai
Tab tab is duniya mein
Sundar tajmahal banta hai
Maine raag jo chheda
Mere raag ne jaadu kar diya
Mere raag ne jaadu kar diya
Arre kaise koi roke
Rasta toofano ka, toofano ka
Haan kaise koi roke
Rasta toofano ka, toofano ka
Vada kabhi tute nahi
Deewano ka, deewano ka
Hanske marenge,
Ulfat karenge, yeh na darenge
Milke likhenge naye afsane
Darne wala wo kal to gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
You May Also Like
» Soch Liya Maine [Vinod Rathod, Alka Yagnik] » For Ever N Ever [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Parody [Alisha Chinai, Bali Bramhabhatt] » O Rabba [Sapna Awasthi] » For Ever N Ever [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Ab Hain Neend Kise Ab Hain Chain Kahan [Alka Yagnik, Udit Narayan] » Zamaane Ko Ab Tak [Abhijeet, Alka Yagnik] » Rok Sake To Rok [Vinod Rathod]FAQs for Zamaana Deewana Ho Gaya
Who is singer of Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
Singer of Vinod Rathod, Sapna Mukherjee.
Who is writer of Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
Zamaana Deewana Ho Gaya is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
Zamaana Deewana Ho Gaya is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
Playtime of song Zamaana Deewana Ho Gaya is 06:54 minute.
How can I download Zamaana Deewana Ho Gaya song ?
You can download Zamaana Deewana Ho Gaya song via click above download links.