Yeh Sama Yeh Nazare Anuradha Paudwal, Babul Supriyo Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Yeh Sama Yeh Nazare Song Lyrics
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe in labon pe
Bas tera naam hai
Begaane is jahan se
Kya humein kaam hai
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Aji tumse jab se mohabbat huyi
Hamari ajab si yeh haalat huyi
Aji tumse jab se mohabbat huyi
Hamari ajab si yeh haalat huyi
Tumne khata ki dil lootne ki
Tumko mili hai iski saza
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Dua mein tumhein mangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya
Dua mein tumhein mangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya
Sach keh rahe hain darde jigar ka
Hota hai dilbar apna maza haan
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Humein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chahat hai kaisi batao sanam
Humein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chahat hai kaisi batao sanam
Dar lag raha hai mad-hoshiyon mein
Hum kar na baithein koyi khata
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe in labon pe
Bas tera naam hai
Begaane is jahan se
Kya humein kaam hai
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Haan hum kasam se tumhare ho gaye hain
You May Also Like
» Dhaai Akshar Prem Ke [Anuradha Paudwal] » Dhaai Akshar Prem Ke [Anuradha Paudwal] » Do Lafzo Mein [Anuradha Paudwal, Babul Supriyo] » Dhaai Akshar Prem Ke [Anuradha Paudwal, Babul Supriyo] » Ek Haseen Ladki [Babul Supriyo, Sudesh Bhonsle] » Dhaai Akshar Prem Ke [Anuradha Paudwal, Babul Supriyo] » Koi Taza Hawa [Babul Supriyo] » O Mere Rabba [KK, Anuradha Paudwal]FAQs for Yeh Sama Yeh Nazare
Who is singer of Yeh Sama Yeh Nazare song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Babul Supriyo.
Who is writer of Yeh Sama Yeh Nazare song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Yeh Sama Yeh Nazare song ?
Yeh Sama Yeh Nazare is Tuned by Jatin, Lalit.
Which label release Yeh Sama Yeh Nazare song ?
Yeh Sama Yeh Nazare is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Yeh Sama Yeh Nazare song ?
Playtime of song Yeh Sama Yeh Nazare is 06:15 minute.
How can I download Yeh Sama Yeh Nazare song ?
You can download Yeh Sama Yeh Nazare song via click above download links.