Woh Jab Yaad Aaye Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Woh Jab Yaad Aaye Song Lyrics
ho O O
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye (x2)
ghame Zindagi Ke Andhere Me Hamne
chirage Muhabbat Jalaaye Bujhaaye
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye
aahaten Jaag Uthin Raaste Hans Diye
thaam Kar Dil Uthe Ham Kisi Ke Liye
kayi Baar Aisa Bhi Dhokha Huaa Hai
chale Aa Rahe Hain Wo Nazre Jhukaaye
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye (x2)
ghame Zindagi Ke Andhere Me Hamne
chirage Muhabbat Jalaaye Bujhaaye
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye
dil Sulagne Lagaa Ashq Bahne Lage
jaane Kyaa Kyaa Hamen Log Kahne Lage
magar Rote Rote Hansi Aa Gayi Hai
khayaalon Me Aake Woh Jab Muskuraaye
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye
woh Juda Kyaa Huye Zindagi Kho Gayi
shama Jalti Rahi Roshni Kho Gayi
bahut Koshishen Ki Magar Dil Na Bahla
kayi Saaz Chhede Kayi Geet Gaaye
woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye (x2)
You May Also Like
» Tum Bin Sajan Barse Nayan [Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi] » Aawaz Deke Humen Tum Bulao [Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi] » Tere Bina Zindagi Se [Lata Mangeshkar, Kishore Kumar] » Zamane Men Sabse Purani [Lata Mangeshkar, Amit Kumar] » Meri Qismat Men Tu Nahin Shayad [Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar] » Dil Ek Mandir Hai [Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur] » Lakhon Tare Aasman Per [Lata Mangeshkar, Mukesh] » Saiyan Nikas Gaye [Lata Mangeshkar, Bhupinder]FAQs for Woh Jab Yaad Aaye
Who is singer of Woh Jab Yaad Aaye song ?
Singer of Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi.
Who is writer of Woh Jab Yaad Aaye song ?
Asad Bhopali wrote this Song.
Which label release Woh Jab Yaad Aaye song ?
Woh Jab Yaad Aaye is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Woh Jab Yaad Aaye song ?
Playtime of song Woh Jab Yaad Aaye is 04:43 minute.
How can I download Woh Jab Yaad Aaye song ?
You can download Woh Jab Yaad Aaye song via click above download links.