Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai Song Lyrics
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Kaash ye ho ke tu aa jaye
Beet na jaae ye saavan
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Kaash ye ho ke tu aa jaye
Beet na jaae ye saavan
Dekhu rahein teri raat dinn
Aa bhi jaa mere dil ke qaraar
Dekhu rahein teri raat dinn
Aa bhi jaa mere dil ke qaraar
Mar na jaau tadap ke kahi
Yu na kar tu mujhe bekaraar
Yu na kar tu mujhe bekaraar
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Kaash ye ho ke tu aa jaye
Beet na jaye ye saavan
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Bund paani ki tan pe gire
Uthe man mein koyi halachal
Bund paani ki tan pe gire
Uthe man mein koyi halachal
Aise saavan kaa koyi kyaa kare
Jo ji ko jalaae har pal
Jo ji ko jalaae har pal
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Kaash ye ho ke tu aa jaye
Beet na jaye ye saavan
Waqt kate nahin kat ta hain
Tere binaa mere saajan
Kaash ye ho ke tu aa jaye
Beet na jaye ye saavan.
You May Also Like
» Zamane Ki Buraai Mujh Mein Hai Sanam [Vipin Sachdeva] » Jo Pyar Kar Gaye [Kumar Sanu] » Milte Milte Haseen Wadiyon Mein [Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva] » Deewaron Pe Likha Hai [Anuradha Paudwal] » Tu Mera Meharbaan [Kavita Paudwal] » Jo Mere Dil Mein Hai [Anuradha Paudwal] » Prem Prem O Meri Dilruba [Anuradha Paudwal, SP Balasubrahmanyam] » Deewaron Pe Likha Hai [Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva]FAQs for Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai
Who is singer of Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva.
Who is writer of Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai is Tuned by Bhushan Dua.
Which label release Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
Playtime of song Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai is 04:25 minute.
How can I download Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song ?
You can download Waqt Kate Nahin Kat Ta Hai song via click above download links.