Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Jaswant Singh Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Song Lyrics
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Lautta tha main jab pathshal sa ghar
Apne hatho se khana khilati thi maan
Raat apni mamta ke aanchal tale
Thapki deke mujhko sulati maa
Soch ke dil mein ek tees uthati rahi
Raat bhar dard mujhko jagata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the
Jab ravana huaa thaa seher ke liye
Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon
Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye
Ek main banuga bada aadmi
Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Maa ye likhati hain harbaar khat mein mujhe
Laut aa mere bete tujhe hain kasam
Tu gaya jabse pardesh bechain hoon
Neend aati nahi bhookh lagti hain kam
Kitana chaha na rou magar kyaa karoon
Khat meri maa ka mujhko rulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha.
You May Also Like
» Tuk Ek Baar Mere Pyar Pe Yakeen To Karo [Anuradha Paudwal] » Rote Hain Teri Yaad Mein [Chandan Dass] » Ye Dil Ka Rog [Mitali Singh] » Jab Koi Faisla Kijiye [Chandan Dass] » Sharminda Jis Se Chand Hai [Pankaj Udhas] » Hai Shahar Tera Diwana [Bhupinder Singh] » Dhuan Dhuan Hai [Bhupinder Singh] » Uski Gali Mein Phir Mujhe Ek Baar Le Chalo [Chandan Dass]FAQs for Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai
Who is singer of Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
Singer of Jaswant Singh.
Who is writer of Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
Yogesh wrote this Song.
Who is the music director of Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai is Tuned by Chandan Dass, Bhupinder Singh, Saroj Nanda, Lalit Sen, Arun Paudwal, Nikhil, Vinay.
Which label release Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
Playtime of song Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai is 06:04 minute.
How can I download Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song ?
You can download Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai song via click above download links.