Tumko Dekha Aur Ho Gaya Kumar Sanu, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Tumko Dekha Aur Ho Gaya Song Lyrics
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Aye mere khwabo ki shahzadi
Khwabo ki tabir hai tu
Barso tarasha tha maine jise
Wo shokh taswir hai tu
Aankho hi aankho mein bate kare
Dushman zamane se hum kyu dare
Dushman zamane se hum kyu dare
Chahat ke sholo mein jalte hai hum
Shamma tu parwana main
Sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Laila to majnu se mil na saki
Hum dono mil ke rahenge
Aashiq hai hum to naye daur ke
Hum na judai sahenge
Rahenge sada in fizao mein hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Bas ek tujhe janti hu sanam
Hu sabse anjani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana mai
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main.
You May Also Like
» Yeh Waqt Humara Hai [Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sudesh Bhosle] » Mausam Hai Mastana [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Kachchi Kali Kachnar Ki [Kumar Sanu, Asha Bhosle] » Kami Nahin Hai Ladkiyon Ki [Siippyy Gill] » Maine Pee Ya Tune Pee [Mohammed Aziz, Alka Yagnik] » Haanji Haan Maaf Karna [Kavita Krishnamurthy, Anupam Kher, Alka Yagnik]FAQs for Tumko Dekha Aur Ho Gaya
Who is singer of Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
Singer of Kumar Sanu, Alka Yagnik.
Who is writer of Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
Tumko Dekha Aur Ho Gaya is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
Tumko Dekha Aur Ho Gaya is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
Playtime of song Tumko Dekha Aur Ho Gaya is 05:36 minute.
How can I download Tumko Dekha Aur Ho Gaya song ?
You can download Tumko Dekha Aur Ho Gaya song via click above download links.