Tu Saajan Ka Pyar Hai Anuradha Paudwal, Sadhana Sargam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Tu Saajan Ka Pyar Hai Song Lyrics
Main to bas patni hun unki
Tu saajan ka pyaar hai
Tu saajan ka pyaar hai
Jitna mera hakk hai unpar
Tera hi adhikaar hai
Tu saajan ka pyar hai
Na koi mera hakk unpar
Na koi adhikaar hai
Tu hi suhaagan hai saajan ki
Tu hi unka ka pyaar hai
Tu hi unka ka pyaar hai
Iss dehliz ko paar na karna
Warana gazab ho jayega
Iss dehliz ko paar na karna
Warana gazab ho jayega
Hara bhara ye ghar behna bin
Aag lage jal jayega
Tu nahi tulsi iss aangan
Tu toh ghar ki bahaar hai
Tu saajan ka pyar hai
Paani par bhoole se bani aur
Miit gayi woh tasveer hun
Paani par bhoole se bani
Aur miit gayi woh tasveer hun
Maalik bhi likh kar roya haye
Main aisi takdeer hun
Main dali se tooti pati
Mera ghar na dwaar hai
Tu hi unaka pyar hai
Maa hokar bhi beti ko tum
Maa se judaa karati hai
Maa hokar bhi beti ko tum
Maa se judaa karati hai
Phool se bachapan ki ankhon mein
Kyun sawan bharati hai
Ye pooja kaa phool hai pagali
Pyar kaa upahar hai
Tu saajan kaa pyar hai
Laut ja apne ghar tu
Mujhe andhiyaron mein kho jane de
Laut ja tu apne ghar tu
Mujhe andhiyaron mein kho jane de
Main raste ki dhul hun
Mujhako raste mein reh jane de
Kaaton se khushabu ki chahat
Karana to bekar hai
Tu hi unaka pyar hai
Ram ram kehna hai aab to
Ram ram kehna hai aab to
Aant mein ladali behna
Ram ram kehna hai aab to
Aant mein ladali behna
Jis ghar ko main chhod chali hu
Tujhe usime rehana
Hath jodakar ye binati hai
Mat kehna inkar hai
Tu saajan ka pyar hai
Tu saajan ka pyar hai
Tu saajan ka pyar hai
You May Also Like
» Likh Diya Hai [Anuradha Paudwal] » Barah Mahine Line Maari [Kishore Kumar, Meghna Srivastav] » Kahan The Aap [Lata Mangeshkar] » Yeh Jo Halka Halka [Kishore Kumar, Anuradha Paudwal] » Hum Bhool Gaye [Lata Mangeshkar] » Kaun Sunega [Kishore Kumar]FAQs for Tu Saajan Ka Pyar Hai
Who is singer of Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Sadhana Sargam.
Who is writer of Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
Sawan Kumar wrote this Song.
Who is the music director of Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
Tu Saajan Ka Pyar Hai is Tuned by Ved Pal.
Which label release Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
Tu Saajan Ka Pyar Hai is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
Playtime of song Tu Saajan Ka Pyar Hai is 07:57 minute.
How can I download Tu Saajan Ka Pyar Hai song ?
You can download Tu Saajan Ka Pyar Hai song via click above download links.