Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna Udit Narayan, Anuradha Paudwal Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna Song Lyrics
Tu neendon ki raani
Aur main pyar ka sapna
Tu neendon ki raani
Aur main pyar ka sapna
Chhod ke mujhko jana na
Mera jee nahi lagna
Tu neendon ki raani
Aur main pyar ka sapna
Chhod ke mujhko jana na
Mera jee nahi lagna
Kabhi juda nahi ho sakta
Neendon se sapna
Duniya apni lagti jab tu
Ho gaya apna
Teri komal jawani ko
Kahi meri nazar na lage
Teri komal jawani ko
Kahi meri nazar na lage
Meri dua hai lakho baras tu
Solah baras ki rahe
Hota rahega janam janam
Yuhi milan ye apna
Duniya apni lagti jab tu
Ho gaya apna
Tu neendon ki raani
Aur main pyar ka sapna
Ye barkha yeh rim jhim rim jhim
Aur ye saath tumhara
Ye barkha yeh rim jhim rim jhim
Aur ye saath tumhara
Khushi se badh gayi dhadkan meri
Ho gaya dil aawara
Gale laga ke dekh
Jara mere dil ka dhadakna
Chhod ke mujhko jana na
Mera jee nahi lagna
Ho kabhi juda nahi ho sakta
Neendon se sapna
Bolo to in gori gori
Baaho pe sau jau
Bolo to in gori gori
Baho pe sau jau
Tere naino ki nagri mein
Sajna main kho jau
Mere pyar ke hath ko tum
Jara pyar se rakhna
Duniya apni lagti jab tu
Ho gaya apna
Tu neendon ki raani
Aur mein pyar ka sapna
Chhod ke mujhko jana na
Mera jee nahi lagna
You May Also Like
» Suniye Janab [Sadhana Sargam, Abhijeet] » Yun Na Dekho Tasvir Banke [Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal] » Ghanti Bajaye Gulfaam [Sudesh Bhosle, Sapna Mukherjee, Jojo Mukherjee] » Shaadi Ki Hai Hum Ko To Honeymoon Chahiye [Abhijeet, Sadhana Sargam] » Main Aurat Tu Aadmi [Kavita Krishnamurthy, Mohammad Aziz]FAQs for Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna
Who is singer of Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
Singer of Udit Narayan, Anuradha Paudwal.
Who is writer of Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
Verma Malik wrote this Song.
Who is the music director of Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
Playtime of song Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna is 06:30 minute.
How can I download Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song ?
You can download Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna song via click above download links.