Tere Haathon Mein Pehna Ke Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Tere Haathon Mein Pehna Ke Song Lyrics
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Ho chudiyan haathon mein pehna ke chudiyan
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Ke mauj banjara le gaya haye
Ke mauj banjara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Toone dil tak to mera le liya
Ho le liya dil tak to mera le liya
Toone dil tak to mera le liya
Ke woh kya bechara le gaya haye
Ke woh kya bechara le gaya le gaya
Toone dil tak to mera le liya
Mere samne hi koyi begana
Mere samne hi koyi begana
Ke roop ka nazara le gaya
Ke roop ka nazara le gaya le gaya
Tu jalta hai kyon re deewane
Deewane tu jalta hai kyon re deewane
Ke woh kya tumhara le gaya haye
Ke woh kya tumhara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Ho isse mere hi tu naam laga de
Isse mere hi tu naam laga de
Jawani tere kis kaam ki
Isse mere hi tu naam laga de
Jawani tere kis kaam ki
Dil lega koyi mera dil wala
Yeh baat nahi tere bas ki bas ki
Aaj husan ka jalwa de de
Aaj husan ka jalwa de de
To kal se main tauba kar loon haye
To kal se main tauba kar loon kar loon
Saal satrah sambhala isse maine
Ho maine saal satrah sambhala isse maine
Re aise kaise tujhe saup doon haye
Re aise kaise tujhe saup doon saup doon
Tere haathon mein pehna ke chudiyan
Tere hothon se lipat jaaun sajni
Main surkhi ka rang banke haye
Tere hothon se lipat jaaun sajni
Main surkhi ka rang banke
Tere jaise kayi
Tere jaise kayi lut gaye kanware
Payal meri jab chhanke jab chhanke
Gora rang na kisi ka hoye
Gora rang na kisi ka hoye
Ke sara jag bairi ho jaye haye
Ke sara jag bairi ho jaye ho jaye
Sare jag se nipat loon akeli akeli
Sare jag se nipat loon akeli
Ke pehle tu jo mera ho jaye haye
Ke pehle tu jo mera ho jaye ho jaye
Chhodo jhagde mila lo dil ko
Ho chhodo jhagde mila lo dil ko
Na raho aise tan tan ke haye
Na raho aise tan tan ke tan tan ke
Tere ghar mein ujala kar de
Tere ghar mein ujala kar de
Tu le ja isse dulha ban ke haye
Tu le ja isse dulha ban ke dulha ban ke
You May Also Like
» Mere Chann Pardesi [Reshma] » Mujhe Log Kehte Hain Kadmon Ki Dhool [Salma Agha] » Ek Doosre Se Khafa Hona Nahin [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Ek Doosre Se Khafa Hona Nahin [Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz] » Teri Mohabbat Meri Jawani [Salma Agha, Mohammed Aziz] » Kehna Na Tum Yeh Kisi Se [Salma Agha, Mohammed Aziz]FAQs for Tere Haathon Mein Pehna Ke
Who is singer of Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
Singer of Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz.
Who is writer of Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
Anand Bakshi wrote this Song.
Who is the music director of Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
Tere Haathon Mein Pehna Ke is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
Tere Haathon Mein Pehna Ke is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
Playtime of song Tere Haathon Mein Pehna Ke is 06:00 minute.
How can I download Tere Haathon Mein Pehna Ke song ?
You can download Tere Haathon Mein Pehna Ke song via click above download links.