Saathiya Tune Kya Kiya K S Chithra, S P Balasubrahmanyam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Saathiya Tune Kya Kiya Song Lyrics
Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo na mujhe pyar
Itna karo na mujhe pyar
Saathiya tune kya kaha
Beliya yeh tune kya kaha
Yoon na kabhi karna intezar
Maine kiya hai tumse pyar
Maine kiya hai tumse pyar
Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Itni mohabbat seh na sakoonga
Sach maano zinda reh na sakoonga
Tujhko sambhalun yeh mera zimma
Main hoon to kya gham jaan-e-tamanna
Ab jeena marna mera
Jaanam tere hath hai
Maine kaha na sanam
Ab tu mere sath hai
To phir sambhaal lala lala la
Yeh main chala lala lala la
Jaana kahan lala lala la
Aa dil mein aa lala lala la
Lala lala la lala lala la
Lala lala la lala lala la
Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Dil ke chaman ka hasna to dekho
Jaagi nazar ka sapna to dekho
Aise huye hum ek jaan ek dil
Tu hai ke main hoon kehna hai mushkil
Jhonka basanti hai tu
Tan hai gulaabi mera
Do rang milne ke baad
Hote nahi hain juda
To phir sambhaal lala lala la
Dil yeh chala lala lala la
Jaana kahan lala lala la
Aa dil mein aa lala lala la
Lala lala la lala lala la
Lala lala la lala lala la
Saathiya tune kya kaha
Beliya yeh tune kya kaha
Yoon na kabhi karna intezar
Maine kiya hai tumse pyar
Maine kiya hai tumse pyar
Itna karo na mujhe pyar
Itna karo na mujhe pyar
You May Also Like
» We Are Made For Each Other [K S Chithra, S P Balasubrahmanyam] » I Am Sorry [S P Balasubrahmanyam] » Aai Bahar Khilte Hai Gul [Sapna Mukherjee] » Aaja Aaja Give Me A Kiss [K S Chithra, S P Balasubrahmanyam] » Priyatama [K S Chithra, S P Balasubrahmanyam]FAQs for Saathiya Tune Kya Kiya
Who is singer of Saathiya Tune Kya Kiya song ?
Singer of K S Chithra, S P Balasubrahmanyam.
Who is writer of Saathiya Tune Kya Kiya song ?
Majrooh Sultanpuri wrote this Song.
Who is the music director of Saathiya Tune Kya Kiya song ?
Saathiya Tune Kya Kiya is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Saathiya Tune Kya Kiya song ?
Saathiya Tune Kya Kiya is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Saathiya Tune Kya Kiya song ?
Playtime of song Saathiya Tune Kya Kiya is 05:10 minute.
How can I download Saathiya Tune Kya Kiya song ?
You can download Saathiya Tune Kya Kiya song via click above download links.