Saanson Ka Chalna Udit Narayan, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Saanson Ka Chalna Song Lyrics
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
Ho teri mohabbat hain
Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jiski sharaarat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hai teri mohabbat hai
Teri mohabbat hai
Tere jaisa nahi koi
Nahi koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Tere jaisa nahi koi
Nahi koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Ye khushbu ye aankhen ye chehara
Tu lagti hai kamseen pari
Main hota agar koi shaayar
To karta koi shaayari
Kesu giraana daaman mein aana
Kesu giraana daaman mein aana
Kiski inaayat hain teri mohabbat hain
Ho teri mohabbat hain
Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jiski sharaarat hai teri mohabbat hai
O o teri mohabbat hai
Na na na zaalima na na na na na na
Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Meri dhadkano pe likhi hain
Kahaani teri jaaneja
Main hone lagi dheere dheere
Deewaani teri jaaneja
Is zindagi ko deewaanagi ko
Is zindagi ko deewaanagi ko
Jiski zarurat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
Ho teri mohabbat hain
Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jisaki sharaarat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hai
Saanson ka chalna dil ka machalna
Khwaabon mein aana aake sataana
Jisaki badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain
You May Also Like
» Saanson Ka Chalna [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Yaara O Yaara [Vinod Rathod, Alka Yagnik] » Abhi Saans Lene Ki Fursat Nahin [Sonu Nigam, Alka Yagnik] » Dil Ka Kya Kare Saheb [Kavita Krishnamurthy] » Saajan Ghar Aana [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Tu Dharti Pe Chaahe Jahan Bhi [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Yaara O Yaara [Vinod Rathod] » Tu Dharti Pe Chaahe Jahan Bhi [Kumar Sanu, Alka Yagnik]FAQs for Saanson Ka Chalna
Who is singer of Saanson Ka Chalna song ?
Singer of Udit Narayan, Alka Yagnik.
Who is writer of Saanson Ka Chalna song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Saanson Ka Chalna song ?
Saanson Ka Chalna is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Saanson Ka Chalna song ?
Saanson Ka Chalna is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Saanson Ka Chalna song ?
Playtime of song Saanson Ka Chalna is 07:22 minute.
How can I download Saanson Ka Chalna song ?
You can download Saanson Ka Chalna song via click above download links.