Rona Chaahe Rona Paye Udit Narayan Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Rona Chaahe Rona Paye Song Lyrics
Panchhi kaa par katarke kehte hai udake dikhao
Juba katke dooniya wale kehte hai tum gao
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Kise pata hai? kaun bataae? rab ko kya manzur hai?
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Kise pata hai? kaun bataae? rab ko kya manzur hai?
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Leke aanchal ke tale mujh ko vardaan diya
Maine to seekha vahee maan ne jo gyaan diya
Dard jo de kisi ko main vo insaan nahin
Kaamiyaan mujh mein bhee hain, par main beyimaan nahin
Maine sabko apna mana
Mera yeh kasur hai, mera yeh kasur hai
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Kise pata hai? kaun bataae? rab ko kya manzur hai?
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Bholaa tha, nadaan bhee tha, kuch bhee naa jaan sakaa
Dhaagaa rasmon ka kya hai? main naa pahchaan sakaa
Maine aparaadh kiya, mujh ko inkaar nahin
Bhool anjaane huee, main gunahagaar nahin
Ab yeh jake maine jaana
Hota kya sindur hai, hota kya sindur hai
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Kise pata hai? kaun bataae? rab ko kya manzur hai?
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
Kise pata hai? kaun bataae? rab ko kya manzur hai?
Rona chaahe, ro naa paae, dil kithna majaboor hai
You May Also Like
» Bum Akad Bum Ke [Udit Narayan] » Jaane Jaan Jaane Jaan [Udit Narayan] » Jaane Jaan Jaane Jaan [Sadhana Sargam] » Kya Mausum Aaya Hai [Udit Narayan, Sadhana Sargam] » Phoolon Sa Chehra Tera [Udit Narayan] » Choti Si Pyarisi Nanhisi [Alka Yagnik] » Choti Si Pyarisi Nanhisi [Udit Narayan] » Pyar Mein Dil De Diya [Alka Yagnik, Kumar Sanu]FAQs for Rona Chaahe Rona Paye
Who is singer of Rona Chaahe Rona Paye song ?
Singer of Udit Narayan.
Who is writer of Rona Chaahe Rona Paye song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Rona Chaahe Rona Paye song ?
Rona Chaahe Rona Paye is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Rona Chaahe Rona Paye song ?
Rona Chaahe Rona Paye is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Rona Chaahe Rona Paye song ?
Playtime of song Rona Chaahe Rona Paye is 05:34 minute.
How can I download Rona Chaahe Rona Paye song ?
You can download Rona Chaahe Rona Paye song via click above download links.