Pehli Baarish Main Aur Tu Anuradha Paudwal, Kumar Sanu Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Pehli Baarish Main Aur Tu Song Lyrics
‘Pehli Baarish Main Aur Tu’ Lyrics
Movie- Phool Aur Kaante
Singers - Kumar Sanu & Anuradha Paudwal
Pehli baarish main aur tu
Hooo, pehli baarish main aur tu
Door se bheni kushboo aaye
Hooo, pehla mauka mai aur tu
Pehla mauka mai aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Hooo, pehli baarish main aur tu
Hooo, pehla mauka mai aur tu
Hooo, bheega bheega mausam aur tanhaayi
Bheega bheega mausam aur tanhaayi
Kismat se aaj aisi barsaat aayi
Gale lag jao naa, aise sharamao naa
Saawan mein kaise yeh doori,
Hooo, pehli baarish main aur tu
Door se bheni kushboo aaye
Hooo, pehla mauka mai aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Hooo, pehli baarish main aur tu
Pehla mauka mai aur tu
Ho aaj fizaao mein nasha behisaab hai
Aaj fizaao mein nasha behisaab hai
Baadal mein paani hai ya ke sharaab hai
Meheki hawa ruth bhi haseen,
Dil naa behek jaaye kahi
Meheki hawa ruth bhi haseen,
Dil naa behek jaaye kahi
Doori abhi hai zaruri
Pehli baarish main aur tu
Door se bheni kushboo aaye
Hooo, pehla mauka mai aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Hooo, pehli baarish main aur tu
Hooo, pehla mauka mai aur tu
Pehli baarish main aur tu
Hooo, pehla mauka mai aur tu
You May Also Like
» Premi Aashiq Aawara [Kumar Sanu] » Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai [Anuradha Paudwal, Kumar Sanu] » Dheere Dheere Pyar Ko [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Tumse Milne Ko Dil [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Dheere Dheere Hausla [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » I Love You [Alisha Chinai, Udit Narayan] » Jise Dekh Mera Dil Dhadke [Kumar Sanu]FAQs for Pehli Baarish Main Aur Tu
Who is singer of Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
Singer of Anuradha Paudwal, Kumar Sanu.
Who is writer of Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
Rani Malik wrote this Song.
Who is the music director of Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
Pehli Baarish Main Aur Tu is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
Pehli Baarish Main Aur Tu is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
Playtime of song Pehli Baarish Main Aur Tu is 04:52 minute.
How can I download Pehli Baarish Main Aur Tu song ?
You can download Pehli Baarish Main Aur Tu song via click above download links.