O Jungle Ke Raja Narendra Chanchal Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
O Jungle Ke Raja Song Lyrics
O JUNGLE KE RAJA
MERI MAIYA KO LEKE AAJA
MAINE AAS KI JYOT JAGAAYI
MERE NAINO MEIN
MAA HAI SAMAAYI
MERE SAPNE SACH TU BANA JAA
MERI MAA KO LEKE AAJA
AAJA
HAR PAL MAA KE SANG VIRAAJO
DHANYA TUMHAARI BHAKTI HAI
SHAKTI KA TUM
BOJH UTHAATE
GAJAB TUMHAARI SHAKTI HAI
TERE SUNDAR NAIN KATEELE
HO RANG KE PEELE PEELE
MERI MAA KO MUJHSE MILA JAA
AAJA
PAWAN ROOPI MAA KE PYARE
CHAAL PAWAN KI AA JAAO
DEVON KI AANKHON KE TAARE
AAO KARM KAMAA JAAO
AA GAHNO SE TUMHEIN SAJAAUN
PAANV MEIN GHOONGHRU PEHNAAUN
MAIN BAJAAUN DHOL AUR BAJA
PAAKE SAMMUKH BHOLI MAA KO
DIL KI BAATEIN KAR LUN MAIN
PYAAS BUJHAALUN JANMO KI AUR
KHAALI JHOLI BHAR LUN MAIN
MAA KE CHARNO KI DHOOL LAGAA LUN
MAIN SOYA NASEEB JAGAA LUN
MERE DUKH SANTAAP MITA JAA
MAA KAHEGI BETA MUJHKO
MAIN MAA KEH KE BULAAUNGA
MAMTA ROOPI VARDAANI SE
VAR MUKTI KA PAAUNGA
SAARI DUNIYA SE JO NYAARI
CHHAVI SUNDAR ATUL PYAARI
US MAA KA DARSH DIKHA JAA
ओ जंगल के राजा
मेरी मैया को लेके आजा
मैंने आस की ज्योत जगायी
मेरे नैनों में
माँ है समायी
मेरे सपने सच तू बना जा
मेरी माँ को लेके आजा
आजा
हर पल माँ के संग विराजो
धन्य तुम्हारी भक्ति है
शक्ति का तुम
बोझ उठाते
गजब तुम्हारी शक्ति है
तेरे सुंदर नैन कटीले
हो रंग के पीले पीले
मेरी माँ को मुझसे मिला जा
आजा
पवन रूपी माँ के प्यारे
चाल पवन की आ जाओ
देवों की आँखों के तारे
आओ कर्म कमा जाओ
आ गहनों से तुम्हें सजाऊँ
पाँव में घूँघरु पहनाऊँ
मैं बजाऊँ ढोल और बाजा
पाके सम्मुख भोली माँ को
दिल की बातें कर लूँ मैं
प्यास बुझालूँ जन्मों की और
खाली झोली भर लूँ मैं
माँ के चरणों की धूल लगा लूँ
मैं सोया नसीब जगा लूँ
मेरे दुःख संताप मिटा जा
माँ कहेगी बेटा मुझको
मैं माँ कह के बुलाऊँगा
ममता रूपी वरदानी से
वर मुक्ति का पाऊँगा
सारी दुनिया से जो न्यारी
छवि सुंदर अतुल प्यारी
उस माँ का दर्श दिखा जा
You May Also Like
» Jai Ambe Gauri [Narendra Chanchal] » Sona Chandi [Narendra Chanchal] » Maiya Taar De [Narendra Chanchal] » Ae Jyoti Roop [Narendra Chanchal] » Nirakaar Sakaar Karo [Narendra Chanchal] » Chalo Chalo Bhai Chalo [Narendra Chanchal]FAQs for O Jungle Ke Raja
Who is singer of O Jungle Ke Raja song ?
Singer of Narendra Chanchal.
Who is writer of O Jungle Ke Raja song ?
Atul Gautam wrote this Song.
Who is the music director of O Jungle Ke Raja song ?
O Jungle Ke Raja is Tuned by Narendra Chanchal.
Which label release O Jungle Ke Raja song ?
O Jungle Ke Raja is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of O Jungle Ke Raja song ?
Playtime of song O Jungle Ke Raja is 08:25 minute.
How can I download O Jungle Ke Raja song ?
You can download O Jungle Ke Raja song via click above download links.