Nasha Yeh Pyar Ka Udit Narayan Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Nasha Yeh Pyar Ka Song Lyrics
Lyrics :- Nasha Yeh Pyar Ka
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Ke jabse maine tumko dil yeh de diya,
Meetha meetha sa dard le liya.
Suno o priya, maine tumko dil diya.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Nazar se yoon mili nazar,
Deewana main ho gaya.
Asar yeh kya hua asar,
Kahan yeh main kho gaya.
Behke behke kadam,
Behka behka hai mann,
Chha gaya, chha gaya,
Mujhpe deewanapan.
Suno o priya,
Maine tumko dil diya.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Jhuki jhuki nigahon mein,
Balaa ki shokhiyaan chhupi.
Khuli khuli laton mein bhi,
Haye, ghataa ki mastiyaan ruki.
Yeh haya, yeh adaa,
Yeh hansi, yeh nayan,
De gaye, de gaye,
Meethi meethi chubhan.
Suno o priya,
Maine tumko dil diya.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Ke jabse maine tumko dil yeh de diya,
Meetha meetha sa dard le liya.
Suno o priya, maine tumko dil diya.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
Nasha yeh pyaar ka nasha hai,
Yeh meri baat yaaron maano.
Nashey mein yaar doob jao,
Raho na hosh mein deewano.
You May Also Like
» Kehna Hai Tumse [Udit Narayan, Hema Sardesai] » Chaaha Hai Tujhko [Udit Narayan, Anuradha Paudwal] » Kali Nagin Ke Jaisi [Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy] » Mera Mann [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Tumhare Bagair Jeena Kya [Aamir Khan] » Dance Music [Sanjeev-Darshan] » Mera Mann [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Tinak Tin Tana [Udit Narayan, Alka Yagnik]FAQs for Nasha Yeh Pyar Ka
Who is singer of Nasha Yeh Pyar Ka song ?
Singer of Udit Narayan.
Who is writer of Nasha Yeh Pyar Ka song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Nasha Yeh Pyar Ka song ?
Nasha Yeh Pyar Ka is Tuned by Sanjeev, Darshan.
Which label release Nasha Yeh Pyar Ka song ?
Nasha Yeh Pyar Ka is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Nasha Yeh Pyar Ka song ?
Playtime of song Nasha Yeh Pyar Ka is 05:16 minute.
How can I download Nasha Yeh Pyar Ka song ?
You can download Nasha Yeh Pyar Ka song via click above download links.