Muqaddar Ka Sikandar Kishore Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Muqaddar Ka Sikandar Song Lyrics
rote Hue Aate Hain Sab
rote Hue Aate Hain Sab
hansta Hua Jo Jaayega
woh Muqaddar Ka Sikandar
woh Muqaddar Ka Sikandar
jaan-e-man Kehlayega
rote Hue Aate Hain Sab
hansta Hua Jo Jaayega
woh Sikandar Kya Tha Jisne
zulm Se Jeeta Zahaan
woh Sikandar Kya Tha Jisne
zulm Se Jeeta Zahaan
pyaar Se Jeete Dilon Ko
woh Jhuka De Aasman
jo Sitaron Par Kahani
pyaar Ki Likh Jaayega
woh Muqaddar Ka Sikandar
woh Muqaddar Ka Sikandar
jaan-e-man Kehlayega
rote Hue Aate Hain Sab
hansta Hua Jo Jaayega
zindagi To Bewafa Hai
ek Din Thukrayegi
zindagi To Bewafa Hai
ek Din Thukrayegi
maut Mehbooba Hai
apne Saath Lekar Jaayegi
mar Ke Jeene Ki Adaa Jo
duniya Ko Sikhlaayega
woh Muqaddar Ka Sikandar
woh Muqaddar Ka Sikandar
jaan-e-man Kehlayega
rote Hue Aate Hain Sab
hansta Hua Jo Jaayega
hamne Mana Yeh Zamanaa Dard Ki Jaageer Hai
hamne Mana Yeh Zamanaa Dard Ki Jaageer Hai
har Kadam Pe Aansuon Ki Ik Nai Zanjeer Hai
haal-e-gham Par Jo Khushi Ke Geet Gata Jaayega
woh Muqaddar Ka Sikandar
woh Muqaddar Ka Sikandar
jaan-e-man Kehlayega
rote Hue Aate Hain Sab
hansta Hua Jo Jaayega
woh Muqaddar Ka Sikandar
woh Muqaddar Ka Sikandar
jaan-e-man Kehlayega
jaan-e-man Kehlayega
jaan-e-man Kehlayega
You May Also Like
» Zindagi To Bewafa Hai [Mohammed Rafi] » SalameIshq Meri Jaan [Lata Mangeshkar, Kishore Kumar] » Wafa Jo Na Ki [Hemlata] » O Saathi Re Female [Asha Bhosle] » Dil To Hai Dil [Lata Mangeshkar] » Pyar Zindagi Hai [Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mahendra Kapoor] » O Saathi Re Male [Kishore Kumar]FAQs for Muqaddar Ka Sikandar
Who is singer of Muqaddar Ka Sikandar song ?
Singer of Kishore Kumar.
Who is writer of Muqaddar Ka Sikandar song ?
Anjaan wrote this Song.
Who is the music director of Muqaddar Ka Sikandar song ?
Muqaddar Ka Sikandar is Tuned by Kalyanji, Anandji.
Which label release Muqaddar Ka Sikandar song ?
Muqaddar Ka Sikandar is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Muqaddar Ka Sikandar song ?
Playtime of song Muqaddar Ka Sikandar is 05:20 minute.
How can I download Muqaddar Ka Sikandar song ?
You can download Muqaddar Ka Sikandar song via click above download links.