Mubarak Ho Mubarak Ho Kumar Sanu Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Mubarak Ho Mubarak Ho Song Lyrics
Mubarak ho
Mohabbat gungunati hain
Tumhara dil dhadakta hain
Mujhe awaaz aati hain
Mujhe awaaz aati hain
Mubarak ho mubarak ho
Mohabbat gungunati hain
Tumhara dil dhadakta hain
Mujhe awaaz aati hain
Mubarak ho mubarak ho
Mohabbat gungunati hain
Tumhara dil dhadakta hain
Mujhe awaaz aati hain
Tujhe mai kya bataun in dino
Jo haal mein dil hai
Tujhe paana bhi mushkil hai
Bhula dena bhi mushkil hai
Bata mujhko mai iss deewane dil ko
Kaise samjhaun
Bahut chaha teri ulfat
Ki duniya se nikal jaaun
Teri duniya se nikal jaaun
Magar yeh zindagi har dam
Teri yaadein dilaati hai
Tumhara dil dhadakta hai
Mujhe awaaz aati hai
Mujhe awaaz aati hai
Khushi ki aarzoo mein
Gham ki
Saugatein mili mujhko
Hasi ki chah mein
Aashkon ki
Barsaatein mili mujhko
Jigar zakhmee hai mera
Dil mera gham ka nishaana hai
Mohabbat kya wafa kya chiz hai
Ab maine jaana hai
Han ab maine yeh jaana hai
Meri aankhon se tum bin neend
Aakar laut jaati hai
Tumhara dil dhadakta hai
Mujhe awaaz aati hai
Mujhe awaaz aati hai
Mubarak ho mubarak ho
Mohabbat gungunati hai
Tumhara dil dhadakta hai
Mujhe awaaz aati hain
Mujhe awaaz aati hain
You May Also Like
» Char Din Ka Safar [Suresh Wadkar, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod] » Soti Reh Gayi Saari Duniya [Ila Arun] » Ai Ai Aah Sorry Sorry [Alisha Chinai, Abhijeet] » Char Din Ka Safar [Suresh Wadkar] » Bombay Se Rail Chali [Alisha Chinai, Anu Malik] » Mubarak Ho Mubarak Ho [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Pehle Hi Qayamat [Alka Yagnik, Vinod Rathod]FAQs for Mubarak Ho Mubarak Ho
Who is singer of Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
Singer of Kumar Sanu.
Who is writer of Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
Zafar Gorakhpuri wrote this Song.
Who is the music director of Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
Mubarak Ho Mubarak Ho is Tuned by Anu Malik.
Which label release Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
Mubarak Ho Mubarak Ho is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
Playtime of song Mubarak Ho Mubarak Ho is 07:25 minute.
How can I download Mubarak Ho Mubarak Ho song ?
You can download Mubarak Ho Mubarak Ho song via click above download links.