Meri Saanson Mein Samaye Sonu Nigam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Meri Saanson Mein Samaye Song Lyrics
Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Hey Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Ae Meri Saanson Mein Samaaye, Ho Mujhe Seene Se Lagaaye
Ae Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Jaanam, Ae Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Meetha Sa Dard Hai, Thoda Sa Hosh Hai
Anjaani Pyaas Hai, Milna Ka Josh Hai
Sab Se Haseen Voh Nagina, Aayegi Paas Voh Haseena
Uska Deedaar Main Karoonga, Ji Bhar Ke Pyaar Main Karoonga
Mujhe Aise Tadpaaye, O Mujhe Vaise Bahekaaye
O Mujhe Aise Tadpaaye, Mujhe Vaise Bahekaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, O Jaanam, Hey Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Khushboo Hai Phool Ki, Saazon Ki Raagini
Main Uska Chaand Hoon, Voh Meri Chaandni
Voh Mera Chain Meri Jaan Hai, Voh Mere Pyaar Ka Jahan Hai
Voh Mere Rang Mein Dhalegi, Voh Mere Sang Bhi Chalegi
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Ho Meri Neendon Ko Churaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Meri Neendon Ko Churaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Hey Jaanam, Jaanam, O Jaanam, Hey Jaanam
You May Also Like
» Mehfil Mein Baar Baar [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Hum Toh Dil Chaahe Tumhara [Hema Sardesai, Kumar Sanu] » Soldier Soldier Meethi Baaten [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Mere Khwabon Mein Jo Aaya [Alka Yagnik] » Tera Rang Balle Balle [Jaspinder Narula, Sonu Nigam] » Meri Saanson Mein Samaye [Sonu Nigam] » Soldier Soldier Meethi Baaten [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Soldier Soldier Remix [Anu Malik]FAQs for Meri Saanson Mein Samaye
Who is singer of Meri Saanson Mein Samaye song ?
Singer of Sonu Nigam.
Who is writer of Meri Saanson Mein Samaye song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Meri Saanson Mein Samaye song ?
Meri Saanson Mein Samaye is Tuned by Anu Malik.
Which label release Meri Saanson Mein Samaye song ?
Meri Saanson Mein Samaye is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Meri Saanson Mein Samaye song ?
Playtime of song Meri Saanson Mein Samaye is 04:28 minute.
How can I download Meri Saanson Mein Samaye song ?
You can download Meri Saanson Mein Samaye song via click above download links.