Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad Song Lyrics
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Kyun Tera Intazaar Karthaa Hoon?
Main Tuje Kal Bhee Pyaar Karthaa Tha
Main Tuje Ab Bhee Pyaar Karthaa Hoon
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Kyun Tera Intazaar Karthaa Hoon?
Main Tuje Kal Bhee Pyaar Karthaa Tha
Main Tuje Ab Bhee Pyaar Karthaa Hoon
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Kyun Tera Intazaar Karthaa Hoon?
Main Tuje Kal Bhee Pyaar Karthaa Tha
Main Tuje Ab Bhee Pyaar Karthaa Hoon
Aaj Samajhi Hoon Pyaar Ko Shaayad
Aaj Main Tujh Ko Pyaar Karti Hoon
Kal Mera Intazaar Tha Tujh Ko
Aaj Main Intazaar Karti Hoon
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Sochtha Hoon Ki Meri Aankhon Ne
Kyun Sajaaye The Pyaar Ke Sapane
Sochtha Hoon Ki Meri Aankhon Ne
Kyun Sajaaye The Pyaar Ke Sapane
Tujhse Maangi Thi Ek Khushee Maine
Tune Gam Bhee Nahin Diye Apanae
Tune Gam Bhee Nahin Diye Apanae
Zindagi Boj Ban Gayee Ab To
Ab To Jeeta Hoon Aur Naa Martaa Hoon
Main Tuje Kal Bhee Pyaar Karthaa Tha
Main Tuje Ab Bhee Pyaar Karthaa Hoon
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Ab Naa Toote Ye Pyaar Ke Rishte
Ab Naa Toote Ye Pyaar Ke Rishte
Ab Ye Rishte Sanbhaalane Honge
Meri Raahoon Se Tujko Kal Kee Tarah
Dukh Ke Kaante Nikaalane Honge
Dukh Ke Kaante Nikaalane Honge
Mil Naa Jae Khushee Ke Raste Mein
Gam Kee Parachhaaiyon Se Darati Hoon
Kal Mera Intazaar Tha Tujh Ko
Aaj Main Intazaar Karti Hoon
Aaj Samajhi Hoon Pyaar Ko Shaayad
Dil Nahin Ikhtiyaar Mein Mere
Jaan Jaaegee Pyaar Mein Tere
Tujhse Milne Kee Aas Hai Aaja
Meri Duniyaa Udhaas Hai Aaja
Meri Duniyaa Udhaas Hai Aaja
Pyaar Shaayad Isi Ko Kehthe Hain
Har Ghadi Beqaraar Rahata Hoon
Raat-din Teri Yaad Aatee Hai
Raat-din Intazaar Karti Hoon
Meri Qismat Mein Too Nahin Shaayad
Kyun Tera Intazaar Karthaa Hoon?
Main Tuje Kal Bhee Pyaar Karti Thi
Main Tuje Ab Bhee Pyaar Karthaa Hoon
Main Tuje Pyaar-pyaar Karti Hoon
Main Tuje Pyaar-pyaar Karthaa Hoon
Main Tuje Pyaar-pyaar Karti Hoon
You May Also Like
» Main Hoon Prem Rogi [Suresh Wadkar] » Prem Rog Pt 2 [Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Shammi Kapoor, Nanda, Tanuja, Kulbhushan Kharbanda, Om Prakash, Bindu, Vijayendra, Kiran Vairale, Raza Murad] » Bhanware Ne Khilaya Phool [Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar] » Yeh Pyar Tha Ya Kuchh Aur Tha [Sudha Malhotra, Anwar Hussain] » Mohabbat Hai Kya Cheez [Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar] » Prem Rog Pt 1 [Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Shammi Kapoor, Nanda, Tanuja, Kulbhushan Kharbanda, Om Prakash, Bindu, Vijayendra, Kiran Vairale, Raza Murad] » Yeh Galiyan Yeh Chaubara [Lata Mangeshkar]FAQs for Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad
Who is singer of Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
Singer of Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar.
Who is writer of Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
Amir Qazalbash wrote this Song.
Who is the music director of Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
Playtime of song Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad is 07:16 minute.
How can I download Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song ?
You can download Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad song via click above download links.