Maut Se Kya Darna Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Maut Se Kya Darna Song Lyrics
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hain
Kasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain
Ho sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hain
Kasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain
Rasmein badi puraani hain
Kya jeena kya marna
Dil deewana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai
Aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai
Tumhein salamat rehna hai
Mar jaungi varna maut bahana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na
Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na
Sath hamara chhoote na
Dil mein dheeraj dharna
Humne jaana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Usse to aana hai
Do din ki hai zindagi
Hame apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Hame apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
You May Also Like
» Jab Bhi Milo Dil Se Milo [Amit Kumar] » Aaja Aaja Aaja [Lata Mangeshkar] » Sajna Tere Bina Kya Jeena [Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam] » Yaar Pe Hai Dil Mera Qurbaan [Manhas Udhas, Suresh Wadkar] » Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na [Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam] » Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua [Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam] » Yaar Pe Hai Dil Mera Qurbaan [S P Balasubrahmanyam] » Na Jaa Na Jaa Na Jaa [S P Balasubrahmanyam]FAQs for Maut Se Kya Darna
Who is singer of Maut Se Kya Darna song ?
Singer of Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam.
Who is writer of Maut Se Kya Darna song ?
Dev Kohli wrote this Song.
Who is the music director of Maut Se Kya Darna song ?
Maut Se Kya Darna is Tuned by Raam, Laxman.
Which label release Maut Se Kya Darna song ?
Maut Se Kya Darna is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Maut Se Kya Darna song ?
Playtime of song Maut Se Kya Darna is 06:13 minute.
How can I download Maut Se Kya Darna song ?
You can download Maut Se Kya Darna song via click above download links.