Main Shama Too Parwana Udit Narayan, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Main Shama Too Parwana Song Lyrics
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere hawale kardi
Maine to yeh zindagani
Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani
Tere hawale kardi
Maine to ye zindagani
Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani
Aa zara mujhe bata
Kyu bhala hai tu khafa
Tere pyar mein intezar mein
Likhti rahi main afsana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein
Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein
Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein
Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein
Kya hasi hasi sama
Keh raha hai dil jawa
Nazre chaar kar bekrar kar
Dede mujhe koi nazarana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar
Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar
Dil jala hoon jalane ki
Koshish na kar
Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar
Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar
Mujhe chhod de dil tod de
Na main tera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana.
You May Also Like
» Maa Ke Hothon Pe Sad [Sadhana Sargam] » Khamoshi Thi Mach Gaya Shor [Alka Yagnik] » Ek Din Jhagda Ek Din Pyar [Kumar Sanu, Sadhana Sargam] » Duniya Di Tha Tha Tha [Arun Bakshi] » Is Baat Ka Bahana Achcha Hai [Kavita Krishnamurthy] » Maa Ke Hothon Pe Solo [Sadhana Sargam] » Na Pyar Kiye Na Iqrar Kiye [Udit Narayan, Sadhana Sargam]FAQs for Main Shama Too Parwana
Who is singer of Main Shama Too Parwana song ?
Singer of Udit Narayan, Alka Yagnik.
Who is writer of Main Shama Too Parwana song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Main Shama Too Parwana song ?
Main Shama Too Parwana is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Main Shama Too Parwana song ?
Main Shama Too Parwana is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Main Shama Too Parwana song ?
Playtime of song Main Shama Too Parwana is 06:38 minute.
How can I download Main Shama Too Parwana song ?
You can download Main Shama Too Parwana song via click above download links.