Main Koi Aisa Geet Gaoon Abhijeet, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Main Koi Aisa Geet Gaoon Song Lyrics
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Tumko bulaun ya palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main titliyon ke peechhe bhaagun
Main jugnuon ke peechhe jaaun
Yeh rang hai woh roshni hai
Tumhare paas dono laaun
Jitni khushbuyein baag mein milein
Haan jitni khushbuyein baag mein milein
Main laaun wahan pe ke tum ho jahan
Jahan pe ek pal bhi thehro
Main gulsitan banaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Agar kaho to main sunaun
Tumhein haseen kahaniyan
Sunogi kya meri zubani
Tum ek pari ki dastaan
Ya main karun tumse bayaan
Haan ya main karun tumse bayaan
Ki raja se rani mili thi kahan
Kahaniyon ke nagar mein
Tumhein leke jaaun agar tum kaho
Tumko bulaun ke palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Haan agar tum kaho
You May Also Like
» Chaand Taare [Abhijeet] » Jaata Hai Tu Kahan [Abhijeet] » Chaand Taare [Abhijeet] » Ek Din Aap [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Main Koi Aisa Geet Gaoon [Abhijeet, Alka Yagnik] » Ek Din Aap [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Suniye To [Abhijeet] » Suniye To [Abhijeet]FAQs for Main Koi Aisa Geet Gaoon
Who is singer of Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
Singer of Abhijeet, Alka Yagnik.
Who is writer of Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
Javed Akhtar wrote this Song.
Who is the music director of Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
Main Koi Aisa Geet Gaoon is Tuned by Jatin, Lalit.
Which label release Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
Main Koi Aisa Geet Gaoon is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
Playtime of song Main Koi Aisa Geet Gaoon is 05:17 minute.
How can I download Main Koi Aisa Geet Gaoon song ?
You can download Main Koi Aisa Geet Gaoon song via click above download links.