Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai Anuradha Paudwal Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai Song Lyrics
Ho O O Ho Ho Ho Ho O O
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Sard Hava Jab Aati Hai Suyi Chubha Ke Jaati Hai
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Sard Hava Jab Aati Hai Suyi Chubha Ke Jaati Hai
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai
Mitha Mitha Dard Hai Mithi Mithi Pyaas Hai
Chadhati Javaani Ka Pehla Ehsaas Hai
Mitha Mitha Dard Hai Mithi Mithi Pyaas Hai
Chadhati Javaani Ka Pehla Ehsaas Hai
Baahon Mein Samet Lu Mahaki Bahaar Ko
Dil Kahe Rok Lu Nadiya Ki Dhaar Ko
Dolo Tum Balakhaao Bin Kaaran Laharaao
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai
Thandi Thandi Aag Hai Bhiga Bhiga Ang Hai
Dase Tanhaayiya Koyi Nahi Sang Hai
Thandi Thandi Aag Hai Bhiga Bhiga Ang Hai
Dase Tanhaayiya Koyi Nahi Sang Hai
Saanse Hai Dhuan Jalta Hai Man Mera
Lehro Ke Bich Me Sulge Badan Mera
Rah Rah Ke Ghabaraau Jal Me Na Jal Jaaun
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Sard Hava Jab Aati Hai Suyi Chubha Ke Jaati Hai
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Sard Hava Jab Aati Hai Suyi Chubha Ke Jaati Hai
Nadiya Ke Paani Ne Chhua Kaise Bataau Kya Hua
Koyaliya Gati Hai
You May Also Like
» He Man O My He Man [Falguni Singh] » Hum To The Anjaane [Anuradha Paudwal] » Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai [Anuradha Paudwal] » Laila Ne Kaha Jo Majnu Se [Manhar Udhas, Anuradha Paudwal] » Mera Mehboob Aayega [Sadhana Sargam]FAQs for Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai
Who is singer of Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
Singer of Anuradha Paudwal.
Who is writer of Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
Playtime of song Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai is 05:44 minute.
How can I download Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song ?
You can download Koyaliya Gati Hai Payaliya Chhankati Hai song via click above download links.