Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya Alka Yagnik, Udit Narayan Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya Song Lyrics
Jee kare dekhta rahun
Kya?
Kitna pyara tujhe rab ne banaya
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ambar se aayi hai pariyon ki rani
Dekh jise hoti hai sabko hairani
Ambar se aayi hai pariyon ki rani
Dekh jise hoti hai sabko hairani
Sundar sa mukhda hai phoolon ke jaisa
Hoga na duniya mein koi aisa
Kitna seedha, kitna sachcha
Mera raja kitna achcha
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Koyal ke jaisi hai teri yeh boli
Murat ke jaisi hai surat yeh bholi
Koyal ke jaisi hai teri yeh boli
Murat ke jaisi hai surat yeh bholi
Baagon mein jao na dil mera ghabraye
Pairon mein kanta koyi haye na chubh jaaye
Main deewani ho na jaaun
Teri baaton mein kho na jaaun
Udta baadal behta paani bole rut mastani
Udta baadal behta paani bole rut mastani
Kya?
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Jee kare dekhta rahun
Ha ha ha joker
You May Also Like
» Pardesi Pardesi [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Aaye Ho Meri Zindagi Mein [Udit Narayan] » Pardesi Pardesi [Udit Narayan, Alka Yagnik, Sapna Awasthi] » Pucho Zara Pucho [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Tere Ishq Mein Naachenge [Kumar Sanu, Alisha Chinai, Sapna Mukherjee] » Pardesi Pardesi [Suresh Wadkar, Bela] » Aaye Ho Meri Zindagi Mein [Alka Yagnik]FAQs for Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya
Who is singer of Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
Singer of Alka Yagnik, Udit Narayan.
Who is writer of Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
Playtime of song Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya is 06:22 minute.
How can I download Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song ?
You can download Kitna Pyaara Tujhe Rabne Banaya song via click above download links.