Khaike Paan Banaras Wala Kishore Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Khaike Paan Banaras Wala Song Lyrics
arre Bhang Ka Rang Jama Ho Chaka-chak
Phir Lo Paan Chabaye
Arre Aisa Jhatka Lage Jiya Pe
Punar Janam Hoyi Jaaye
O Khaike Paan Banaras Wala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
Phir To Aisa Kare Dhamal
Seedhi Kar De Sabki Chaal
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
Arre Ram Duhaayi!
Kaise Chakkar Mein Pad Gaya
Haaye Haaye Haaye
Kahan Jaan Phansayi
Main To Sooli Pe Chadh Gaya Haaye Haaye
Kaisa Seedha Sadha
Main Kaisa Bhola Bhaala Haan Haan
Arre Kaisa Seedha Sadha
Main Kaisa Bhola Bhala
Jaane Kaun Ghadi Mein Pad Gaya
Padhe Likhon Se Pala
Meethi Chhoori Se
Meethi Chhoori Se Hua Halal
Chhora Ganga Kinare Wala
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
Ek Kanya Kunwari
Hamri Surat Pe Mar Gayi
Haaye Haaye Haaye
Ek Meethi Qatari
Hamre Dil Mein Utar Gayi
Haaye Haaye
Kaisi Gori Gori
Woh Teekhi Teekhi Chhori Wah Wah
Kaisi Gori Gori
Woh Teekhi Teekhi Chhori Wah Wah
Karke Jora-jori, Kar Gayi Hamre Dil Ki Chori
Mili Chhori To, Mili Chhori To Hua Nihal
Chhora Ganga Kinare Wala
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
O Khaike Paan Banaras Wala
Khuli Jaaye Band Aqal Ka Tala
Phir To Aisa Kare Dhamal
Seedhi Kar De Sabki Chaal
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Chhora Ganga Kinare Wala
O Chhora Ganga Kinare Wala, Ho
You May Also Like
» Yeh Hai Bambai Nagaria [Kishore Kumar] » Yeh Mera Dil Yaar Ka Diwana [Asha Bhosle] » Jiska Mujhe Tha Intezar [Lata Mangeshkar, Kishore Kumar] » Are Diwano Mujhe Pehchano [Kishore Kumar]FAQs for Khaike Paan Banaras Wala
Who is singer of Khaike Paan Banaras Wala song ?
Singer of Kishore Kumar.
Who is writer of Khaike Paan Banaras Wala song ?
Anjaan wrote this Song.
Which label release Khaike Paan Banaras Wala song ?
Khaike Paan Banaras Wala is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Khaike Paan Banaras Wala song ?
Playtime of song Khaike Paan Banaras Wala is 04:01 minute.
How can I download Khaike Paan Banaras Wala song ?
You can download Khaike Paan Banaras Wala song via click above download links.