Kambal Na Hatao Asha Bhosle, SP Balasubrahmanyam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Kambal Na Hatao Song Lyrics
Hum dono kambal mein bahar
Madhumakhi ka dar
Bachenge kab tak dono chaupkar
Kambal ke andar
Kambal na hatao
Mujhe lagta hai dar
Bachenge kab tak dono chaupkar
Kambal ke andar
Kambal na hatao
Mujhe lagta hai dar
Bachenge kab tak dono chaupkar
Kambal ke andar
Dank ka yeh zeher
Layega kya asar
Yeh hame kya khabar
Na na baba chod shararat
Koi jatan to kar
Kuch na aaj ho jaye
Kuch na aaj ho jaye
Kambal na hatao
Mujhe lagta hai dar
Bachenge kab tak dono chaupkar
Kambal ke andar
Mausam hai sardi ka
Phir kyu garmi lagti hai
Main kya janu tan mei kyu
Aag si lagti hai
Mausam hai sardi ka
Phir kyu garmi lagti hai
Main kya janu tan mei kyu
Aag si lagti hai
Thandi thandi aag mein jalna
Acha lagta hai
Jaagi aankhon ka sapna bhi
Sachha lagta hai
Dil ko yun chedkar
Yun na dekho idhar
Dil na jaye theher
Na na baba chod shararat
Koi jatan to kar
Kuch na aaj ho jaye
Kuch na aaj ho jaye
Kambal na hatao
Mujhe lagta hai dar
Are bachenge kabtak dono chup kar
Kambal ke andar
Neel gagan ke neeche udte
Baadalon ki chaanv mei
Pyaar ka pyaara pyaara ghar ho
Sapnon ke gaanv mei
Tere pyaar ki mithi mithi
Khushboo ude hawaon mei
Cham cham dolun tere pyaar ki
Paayal bandhi paanv mei
Kaanpe dil sochkar
Koi aandhi agar
Le ude apna ghar
Na na baba bol na aise
Mujhe hai lagta dar
Kuch na aaj ho jaye
Kuch na aaj ho jaye
Kambal na hatao
Mujhe lagta hai dar
Bachenge kabtak dono chup kar
Kambal ke andar
Chhod tujhe is par jo main
Us par chali jau
Love letter likhkar main tujh ko
Wapis bulvaun
Chhod tujhe is par jo main
Us par chali jau
Love letter likhkar main tujh ko
Wapis bulvaun
Love letter pa kar bhi jo main
Laut ke na aau
Aag ka dariya doub ke main
Us par chala aau
Sholo mein doubkar
Kho gaya tu agar
Main to jaungi mar
Na na baba na na
Aisi bate tu na kar
Teri baho mein aakar mujh ko
Ab kiska hai dar
You May Also Like
» Jab Se Mile Naina [Lata Mangeshkar] » Kaat Ke Ungli [SP Balasubrahmanyam] » Tota Tota [Lata Mangeshkar, SP Balasubrahmanyam] » Diwani Diwani [Lata Mangeshkar, SP Balasubrahmanyam] » Jab Se Mile Naina [SP Balasubrahmanyam] » Garjo Re [Kavita Krishnamurthy]FAQs for Kambal Na Hatao
Who is singer of Kambal Na Hatao song ?
Singer of Asha Bhosle, SP Balasubrahmanyam.
Who is writer of Kambal Na Hatao song ?
Anjaan wrote this Song.
Who is the music director of Kambal Na Hatao song ?
Kambal Na Hatao is Tuned by Anjaan.
Which label release Kambal Na Hatao song ?
Kambal Na Hatao is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Kambal Na Hatao song ?
Playtime of song Kambal Na Hatao is 07:57 minute.
How can I download Kambal Na Hatao song ?
You can download Kambal Na Hatao song via click above download links.