Jiska Mujhe Tha Intezar Lata Mangeshkar, Kishore Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Jiska Mujhe Tha Intezar Song Lyrics
jis Ka Mujhe Tha Intezaar
jis Ke Liye Dil Tha Bekarar
woh Ghadi Aa Gayi Aa Gayi Aaj
pyaar Mein Hadh Se Guzar Jaana Hai
maar Dena Hai Tujh Ko
ya Mar Jaana Hai
jis Ka Mujhe Tha Intezaar
jis Ke Liye Dil Tha Bekarar
woh Ghadi Aa Gayi Aa Gayi Aaj
pyaar Mein Hadh Se Guzar Jaana Hai
maar Dena Hai Tujh Ko
ya Mar Jaana Hai
mujh Pe Jo Guzri Tu Kya Jaane
tu Kya Samjhe O Deewane
le Ke Rahoongi Badla Tujhse
aayi Hoon Dil Ki Aag Bujhaane
ho
qaatil Meri Nazron Se
bach Ke Kahaan Jayega
qaatil Meri Nazron Se
bach Ke Kahaan Jayega
diya Hai Jo Mujh Ko
wohi Tu Mujh Se Payega
woh Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
teer Ban Ke Jigar Mein Utar Jaana Hai
maar Dena Hai Tujh Ko
ya Mar Jaana Hai
jaadu Tera Kis Pe Chala
hoga Kisi Din Yeh Faisla
woh Ghadi Aayegi Aayegi
jaana Tu Ne Abhi Yeh Kahaan Jaana Hai
kise Jeena Hai
aur Kis Ko Mar Jaana Hai
hoga Tera Aashiq Zamana
auron Ka Dil Hoga Tera Nishana
naaz Na Kar Yun Teer-e-nazar Pe
aaye Humein Bhi Teer Chalana
jo Hain Khiladi
unhein Khel Hum Dikhayenge
apne Hi Jaal Mein
shikaari Fans Jaayenge
woh Ghadi Aayegi Aayegi
waqt Aane Pe Tujh Ko
yeh Samjhana Hai
kise Jeena Hai
aur Kis Ko Mar Jaana Hai
kise Jeena Hai
aur Kis Ko Mar Jaana Hai
You May Also Like
» Are Diwano Mujhe Pehchano [Kishore Kumar] » Are Diwano Mujhe Pehchano Dialogue [Kishore Kumar] » Khaike Paan Banaras Wala Dialogue [Kishore Kumar] » Yeh Hai Bambai Nagaria [Kishore Kumar] » Khaike Paan Banaras Wala [Kishore Kumar] » Yeh Mera Dil Yaar Ka Diwana [Asha Bhosle]FAQs for Jiska Mujhe Tha Intezar
Who is singer of Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
Singer of Lata Mangeshkar, Kishore Kumar.
Who is writer of Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
Anjaan wrote this Song.
Who is the music director of Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
Jiska Mujhe Tha Intezar is Tuned by Kalyanji, Anandji.
Which label release Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
Jiska Mujhe Tha Intezar is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
Playtime of song Jiska Mujhe Tha Intezar is 04:21 minute.
How can I download Jiska Mujhe Tha Intezar song ?
You can download Jiska Mujhe Tha Intezar song via click above download links.