Jind Le Gaya Lata Mangeshkar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Jind Le Gaya Song Lyrics
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se
Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Khaabon Se Takdire
Khaabon Se Takdire Kab Banati Hai
Paani Pe Tasbire
Paani Pe Tasbire Kab Banati Hai
Na Rang Raha Koyi Baaki
Na Koyi Nishaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Uss Aandhi Ka Uss Tufaan Ka
Jor Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Aayi Thi Ik Roj Kayaamat
Aur Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Bas Ek Mera Dil Tuta
Yeh Saara Jahaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Apne Zakhmo Apne Sadamo Se
Main Kitni Sharminda Hoon
Kya Kaaran Hai Kya Hai Sabab Jo
Aaj Bhi Abb Bhi Main Zinda Hoon
Lagata Hai Ke Mera Baaki
Koyi Imtehaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se
Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya, Jind Le Gaya
Jind Le Gaya
You May Also Like
» Chand Chhupta Hai 1 [Shabbir Kumar] » Anewale Saal Ko Salaam [Shabbir Kumar] » Mera Naam Salma [Salma Agha] » Behke Behke Yeh Jazbaat [Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz]FAQs for Jind Le Gaya
Who is singer of Jind Le Gaya song ?
Singer of Lata Mangeshkar.
Who is writer of Jind Le Gaya song ?
Anand Bakshi wrote this Song.
Who is the music director of Jind Le Gaya song ?
Jind Le Gaya is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Whats the playtime (duration) of Jind Le Gaya song ?
Playtime of song Jind Le Gaya is 05:56 minute.
How can I download Jind Le Gaya song ?
You can download Jind Le Gaya song via click above download links.