Jahan Piya Wahan Mein Chitra, Shankar Mahadevan Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Jahan Piya Wahan Mein Song Lyrics
Arre Ganga Tu Kaahe Jaaye Pardes
Kaahe Jaaye Pardes
Chhodke Apna Des
Apna Des
Chhodke Apna Des
Ganga Chali Kahan Kasam Tod Ke
Humein Chhod Ke
Ganga Chali Tu Kahan Kasam Tod Ke
Humein Chhod Ke
Piya Mere Piya
Jahan Piya Wahan Main
Mere Piya Wahan Main
Des Chhudaaya Pardes Bulaaya
Des Chhudaaya Pardes Bulaaya
Sandes Ye Aaya Mere Naam
Jahan Piya Wahan Main
Mere Piya Wahan Main
Main Kya Karoon Mere Raam
Jahan Piya Wahan Main
Mere Piya Wahan Main
Aisa Lagta Hai Ki Dil Ke Andar Kuchh Toot Raha Hai
Baabul Ke Aangan Mein Mera Bachpan Chhoot Raha Hai
Main Khush Bhi Hoon Udaas Bhi
Nadiyaan Mein Jaise Pyaas Bhi
Main Kya Karoon Mere Raam
Jahan Piya Wahan Main
Mere Piya Wahan Main
Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara
Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara
Lade Maiya Meri Mujhko Saasu Ne Pukaara
Laali Kaajal Powder Bindiya
Laali Kaajal Powder Bindiya
Lade Meri Maiya Mujhko Sainya Ne Pukaara
Andekha Anjaana Sa Ek Sapna Dekh Rahi Hoon
Apne Mann Ke Darpan Mukh Apna Dekh Rahi Hoon
Ye Main Hoon Ya Koi Aur Hai
Sanjog Pe Kiska Zor Hai
Main Kya Karoon Mere Raam
Ganga Chali Tu Kahan Kasam Tod Ke
Humein Chhod Ke
Humein Chhod Ke
Wahan Main
Wahan Main
Jahan Piya Wahan Main
Wahan Main Wahan Main
You May Also Like
» Yeh Dil Deewana [Sonu Nigam, Hema Sardesai, Shankar Mahadevan] » Meri Mehbooba [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Jahan Piya Wahan Mein [Chitra, Shankar Mahadevan] » I Love My India [Kavita Krishnamurthy] » Yeh Dil Deewana [Sonu Nigam, Hema Sardesai, Shankar Mahadevan] » I Love My India [Shankar Mahadevan, Kavita Krishnamurthy, Aditya Narayan, Hariharan] » My First Day In USA [Hema Sardesai] » Do Dil Mil Rahe Hai [Kumar Sanu]FAQs for Jahan Piya Wahan Mein
Who is singer of Jahan Piya Wahan Mein song ?
Singer of Chitra, Shankar Mahadevan.
Who is writer of Jahan Piya Wahan Mein song ?
Anand Bakshi wrote this Song.
Who is the music director of Jahan Piya Wahan Mein song ?
Jahan Piya Wahan Mein is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Jahan Piya Wahan Mein song ?
Jahan Piya Wahan Mein is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Jahan Piya Wahan Mein song ?
Playtime of song Jahan Piya Wahan Mein is 07:11 minute.
How can I download Jahan Piya Wahan Mein song ?
You can download Jahan Piya Wahan Mein song via click above download links.