Jaati Hoon Main Kumar Sanu, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Jaati Hoon Main Song Lyrics
Jaati Hoon Main Lyrics
Movie: Karan Arjun
Song: Jaati Hoon Main
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Composer: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Lyrics:
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Jaadu tere jism ka
Teri ore kheenche mujhe
Kaabu na khud pe rahe
Jab jab main dekhoon tujhe
Jaadu tere jism ka
Teri ore kheenche mujhe
Kaabu na khud pe rahe
Jab jab main dekhoon tujhe
Kadam behek jaayenge
Yeh kyun tumne socha
Kya meri chahat pe
Tumko nahi bharosa
Tum par mujhko yakeen hai
Khud par yakeen nahi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Leke tere labh ki laali
Jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge
Kal tak tabhi jee sakenge
Ho leke tere labh ki laali
Jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge
Kal tak tabhi jee sakenge
Khud ko sambhaale rakhiye
Mujhko sambhalne deeje
Hosh mein apne kho doon
Itna pyaar na deeje
Pyaar hai deewanapan
Hosh ka kaam nahi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiyaa
Woh kyun bhala
Jaati hoon main
Na na na na
Hmm hmm hmm hmm
La la la la
Hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm
Na na na na
You May Also Like
» Gup Chup Gup Chup [Ila Arun, Alka Yagnik] » Ek Munda [Lata Mangeshkar] » Bhangda Paale [Sadhana Sargam, Mohammed Aziz, Sudesh Bhosle]FAQs for Jaati Hoon Main
Who is singer of Jaati Hoon Main song ?
Singer of Kumar Sanu, Alka Yagnik.
Who is writer of Jaati Hoon Main song ?
Indeevar wrote this Song.
Who is the music director of Jaati Hoon Main song ?
Jaati Hoon Main is Tuned by Rajesh Roshan.
Which label release Jaati Hoon Main song ?
Jaati Hoon Main is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Jaati Hoon Main song ?
Playtime of song Jaati Hoon Main is 06:23 minute.
How can I download Jaati Hoon Main song ?
You can download Jaati Hoon Main song via click above download links.