Is Deewane Ladke Ko Aamir Khan, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Is Deewane Ladke Ko Song Lyrics
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
Dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aaun
Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
Rang na dekhe, roop na dekhe,
Yeh jawaani ki, dhoop na dekhe
Ishq mein iske, baanvri hoon mein
Yeh bhala hai to, kya buri hoon mein
Yeh ladka, hai phir bhi, jaane kyun sharmaaye,
Jaane kyun sharmaaye, haan sharmaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
Jaanti hoon mein, yeh tadapta hai
Pyar mein iska, dil dhadakta hai
Yeh akele mein, aah bharta hai
Phir bhi kehne se, yeh kyun darta hai
Sach kuchh bhi, bole na, jhoothi baat banaaye
Jhoothi baat banaaye, haan banaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
You May Also Like
» Hoshwalon Ko Khabar Kya [Jagjit Singh] » Jo Haal Dil Ka [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Jo Haal Dil Ka [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Yeh Jawani Hadd Kar De [Kavita Krishnamurthy] » Meri Raaton Ki Neendein Udade [Alka Yagnik] » Zindagi Maut Na Ban Jaaye [Roopkumar Rathod, Sonu Nigam] » Zindagi Maut Na Ban Jaaye [Roopkumar Rathod, Sonu Nigam] » Is Deewane Ladke Ko [Aamir Khan, Alka Yagnik]FAQs for Is Deewane Ladke Ko
Who is singer of Is Deewane Ladke Ko song ?
Singer of Aamir Khan, Alka Yagnik.
Who is writer of Is Deewane Ladke Ko song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Is Deewane Ladke Ko song ?
Is Deewane Ladke Ko is Tuned by Jatin, Lalit.
Which label release Is Deewane Ladke Ko song ?
Is Deewane Ladke Ko is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Is Deewane Ladke Ko song ?
Playtime of song Is Deewane Ladke Ko is 04:20 minute.
How can I download Is Deewane Ladke Ko song ?
You can download Is Deewane Ladke Ko song via click above download links.