Husn Hai Suhana Chandana Dixit, Abhijeet Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Husn Hai Suhana Song Lyrics
Husn Hai Suhana Lyrics
Movie: Coolie No. 1
Song: Husn Hai Suhana
Singer: Abhijeet Bhattacharya, Chandana Dixit
Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist: Sameer
Lyrics:
Husn hai suhana
Ishq hai deewana
Husn hai suhana ishq hai deewana
Roop ka khazana aaj hai lootana
Aake deewane mujhe seene se laga
Na na na
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Husn hai suhana
Ishq hai deewana
Husn hai suhana ishq hai deewana
Roop ka khazana aaj hai lootana
Aake deewane mujhe seene se laga
Na na na
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Karke ishara bulaye jawani
Aise lubhana mujhe deewani
Aise lubhana mujhe deewani
Tere bina hai adhoori kahani
Dunga tujhe main koi nishani
Dunga tujhe main koi nishani
Aa ja aa jaa na aaja aa jaa na dilabarajaani
Jaan-e-jaanaa o jaanaa tu hai khwaabon ki rani
Apana banaungi nigahein toh mila
Na na na goriya ne paagal mujhe kiya
Goriya ne paagal mujhe kiya
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Mauka milan ka kahan roz aaye
Aise mujhe kyun kareeb laaye
Aise mujhe kyun kareeb laaye
Dard-e-judaai sahi ab na jaaye
Koi nasha sa dhadkan pe chhaaye
Koi nasha sa dhadkan pe chhaaye
Dheere dheere se haule haule se kyun tadapaye
Pyaasi raaton mein aisi baaton mein kyun behekaye
Kya hai iraada mere yaar bata
Na na na
Goriya hai aashiq tera piya
Goriya hai aashiq tera piya
Husn hai suhana
Ishq hai deewana
Husn hai suhana ishq hai deewana
Roop ka khazana aaj hai lootana
Aake deewane mujhe seene se laga
Na na na
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya
You May Also Like
» Main Toh Raste Se Ja Raha Tha [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Aa Jaana Aa Jaana [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Jeth Ki Dopahri Mein [Poornima, Kumar Sanu] » Tere Pyar Mein Dil Deewana [Alka Yagnik, Udit Narayan] » Kya Majnu Kya Ranjha [Sadhana Sargam, Kumar Sanu] » Coolie No.1 [Kumar Sanu]FAQs for Husn Hai Suhana
Who is singer of Husn Hai Suhana song ?
Singer of Chandana Dixit, Abhijeet.
Which label release Husn Hai Suhana song ?
Husn Hai Suhana is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Husn Hai Suhana song ?
Playtime of song Husn Hai Suhana is 05:58 minute.
How can I download Husn Hai Suhana song ?
You can download Husn Hai Suhana song via click above download links.