Hata Saawan Ki Ghata Babul Supriyo, Jaspinder Narula Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Hata Saawan Ki Ghata Song Lyrics
Mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Mere sapnon ka voh raja
O mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Koi baat hai us mein, poochho na
Voh jo aaya pasand mujhko
O koi baat hai us mein, poochho na
Voh jo aaya pasand mujhko
O tune aaj mujhe pehchaana hai
Maine maana akkal hai tujhko
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Kitna bhi mujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Tere sapnon mein jo aata hai
Vahi dilbar hoon main jaana
O tere sapnon mein jo aata hai
Vahi dilbar hoon main jaana
Voh to aur koi duja hai
Mera majnu mera deewana
Haal tu kya jaane tere majnu ka, ae
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Hoga kurta bhi saala phata
Ae, hata saawan ki ghata
Ae ae, hata saawan ki ghata
Mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata,
Hata saawan ki ghata.
You May Also Like
» Teri Chunnariya [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Teri Chunnariya [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Hello Brother [Sonu Nigam, Kamaal Khan, Jaspinder Narula] » Hello Brother [Sohail Khan] » Chupke Se Koi [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Area Ka Hero [Sonu Nigam, Hema Sardesai] » Hata Saawan Ki Ghata [Babul Supriyo, Jaspinder Narula] » Chandi Ki Daal Par [Salman Khan, Alka Yagnik]FAQs for Hata Saawan Ki Ghata
Who is singer of Hata Saawan Ki Ghata song ?
Singer of Babul Supriyo, Jaspinder Narula.
Who is writer of Hata Saawan Ki Ghata song ?
Faaiz Anwar wrote this Song.
Who is the music director of Hata Saawan Ki Ghata song ?
Hata Saawan Ki Ghata is Tuned by Himesh Reshammiya, Sajid, Wajid Khan.
Which label release Hata Saawan Ki Ghata song ?
Hata Saawan Ki Ghata is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Hata Saawan Ki Ghata song ?
Playtime of song Hata Saawan Ki Ghata is 04:28 minute.
How can I download Hata Saawan Ki Ghata song ?
You can download Hata Saawan Ki Ghata song via click above download links.