Hamen Jab Se Mohabbat Sonu Nigam, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Hamen Jab Se Mohabbat Song Lyrics
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Main kheton mei bani pagdandiyon par
Tumhara hath thamein chal raha hun
Hai pighala sham ke suraj ka sona
Magar mai sirf tumko dekhta hun
Ajab is dil ki halat ho gayi hai
Yeh duniya khoobsoorat ho gayi hai
Hame jab se mohabbat ho gayi hai
Yeh saare log bilkul bekhabar hain
Main dil hi dil mein sapnein bun rahi hun
Nigahein jo tumhari keh rahi hain
Main in aankhon se vo sab sun rahi hun
Anokhi ab yeh chahat ho gayi hai
Yeh duniya khoobsoorat ho gayi hai
Hame jab se mohabbat ho gayi hai
Yeh duniya khoobsoorat ho gayi hai
Hame jab se mohabbat ho gayi hai
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
You May Also Like
» To Chaloon [Roopkumar Rathod] » Mere Dushman Mere Bhai [Hariharan] » Hindustan Hindustan [Shankar Mahadevan, Sunali Rathod, Commentary By Kulbhushan Kharbanda] » Sandese Aate Hain [Sonu Nigam, Roopkumar Rathod]FAQs for Hamen Jab Se Mohabbat
Who is singer of Hamen Jab Se Mohabbat song ?
Singer of Sonu Nigam, Alka Yagnik.
Who is writer of Hamen Jab Se Mohabbat song ?
Javed Akhtar wrote this Song.
Who is the music director of Hamen Jab Se Mohabbat song ?
Hamen Jab Se Mohabbat is Tuned by Anu Malik.
Which label release Hamen Jab Se Mohabbat song ?
Hamen Jab Se Mohabbat is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Hamen Jab Se Mohabbat song ?
Playtime of song Hamen Jab Se Mohabbat is 07:38 minute.
How can I download Hamen Jab Se Mohabbat song ?
You can download Hamen Jab Se Mohabbat song via click above download links.