Gali Gali Badnaam Ho Gaya Shabbir Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Gali Gali Badnaam Ho Gaya Song Lyrics
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Meter down ho gaya
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Hamse na pucho
Dekha tumko kaha kaha
Kaha kaha kaha kaha
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka
Meter down ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka
Meter down ho gaya
Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Dil mera chal raha
Engine ki tal par
Yado ki battery ko
Rakha sambhal kar
Tune o jane jigar
Mara vo teer e nazar
Tune o jane jigar
Mara vo teer e nazar
Main to khallas ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka
Meter down ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka
Meter down ho gaya
Pahli nazar mein
Dil mera iman se gaya
Aankho mein rang cha gaya
Is sham se gaya
Teri ada ki bat bhi
Itni si baat hain
Jo koi tujhko jaan gaya
Wo jaan se gaya
Wo jaan se gaya
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat bhari kahani
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat bhari kahani
Aankhe khuli rahengi
Marne ke baad meri
Tasveer hogi dil mein
Aakhir teri nishani
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mai to barbad ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka meter down ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ka meter down ho gaya
Jaaye nazar jaha jaha
Dekhu yaha dekhu waha
Jaaye nazar jaha jaha
Humse na pucho
Dekha tumko kaha kaha
Kaha kaha kaha kaha
Gali gali badnaam ho gaya
Mere pyar ka meter down ho gaya
Gali gali badnaam ho gaya
Mere pyar ka meter down ho gaya
You May Also Like
» Dhamak Dhamak Dhaiya Dhaiya [Suresh Wadkar, Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal] » Meri Zindagi Hai Ye Sone Ka [Alka Yagnik] » Dupatta Tumhara Aashiq Mizaz Hai [Shabbir Kumar, Alka Yagnik] » Dupatta Tumhara Meri Zindagi Hai Ye Sone Ka Pinjira Sad [Alka Yagnik] » Dupatta Tumhara [Alka Yagnik, Shabbir Kumar] » Dhamak Dhamak Dhaiya Dhaiya Sad [Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal] » Gali Gali Badnaam Ho Gaya [Shabbir Kumar] » Ikdam Tikdam Tikdayee Re [Asha Bhosle]FAQs for Gali Gali Badnaam Ho Gaya
Who is singer of Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
Singer of Shabbir Kumar.
Who is writer of Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
Hasrat Jaipuri wrote this Song.
Who is the music director of Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
Gali Gali Badnaam Ho Gaya is Tuned by Anu Malik.
Which label release Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
Gali Gali Badnaam Ho Gaya is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
Playtime of song Gali Gali Badnaam Ho Gaya is 07:29 minute.
How can I download Gali Gali Badnaam Ho Gaya song ?
You can download Gali Gali Badnaam Ho Gaya song via click above download links.