Dil Lagana Mana Tha Krish Mondal, Kishore Mondal Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Dil Lagana Mana Tha Song Lyrics
Zamaane Ki Tarah Hum Bhi Tode Hain Gaye
Aise Tanha Toh Na The, Tanha Chhode Hain Gaye (tanha Chhode Hain Gaye)
[verse 1: Kishore Mondal]
Na Dil Se Woh Yaadein Jaaye, Na Raaton Ko Neendein Aaye
Aate Hain Phir Khwaab Kyun? Aate Hain Kyun Khwaab?
Jo Thi Tere Ishq Mein Doobi, Unn Aankhon Mein Tum Le Aaye
Aansu Behisaab Kyun? Aansu Behisaab
[pre-chorus: Kishore Mondal Krish Mondal, Krish Mondal]
Khair Hai, Yaaron Kam-se-kam Jaan Se Ja Na Paaye Hum
Khair Hai, Yaaron Kam-se-kam Jaan Se Ja Na Paaye Hum
Inkaar Ke Bahaane Kai Baar Karte-karte
[chorus: Kishore Mondal Krish Mondal]
Humne Waheen Lagaya Dil, Jahaan Dil Lagana Mana Tha
Aakhir Waheen Kiye Sajde, Jahaan Sar Jhukana Mana Tha
Kyun Zindagi Bita Di, Jahaan Pe Ik Pal Bitaana Mana Tha?
Kyun Uss Gali Mein Rehte The Hum, Jahaan Roz Jaana Mana Tha?
[post-chorus: Kishore Mondal]
Zamaanе Ki Tarah Hum Bhi Tode Hain Gaye
Aise Tanha Toh Na Thе, Tanha Chhode Hain Gaye
Jo Duaein Dete The, Haan, Usi Ke Hothon Se
Aise-waise Lafz Bhi Humse Bole Hain Gaye
You Might Also Like
Run Down The City - Monica
Shashwat Sachdev, Reble, Asha Bhosle, R.d. Burman Majrooh Sultanpuri
Fa9la (sher-e-baloch)
Flipperachi
Dil Lagana Mana Tha
Krish Mondal, Kishore Mondal, Devv Sadaana Kunaal Vermaa
[instrumental Break]
[verse 2: Kishore Mondal, Kishore Mondal Krish Mondal]
Baitho Kisi Roz Tanhayi Mein
Rakho Saamne Waqt Ke Aaine
Jo Aayega Chehra Nazar Woh Kaheen
Tumhe bewafa Keh Ke Hans Na Pade
Tujhe Dil Diya, Istemaal Huye
Hai Tujh Mein Bhi Dil, Yeh Khayaal Rahe
Tujhe Dil Diya, Istemaal Huye
Hai Tujh Mein Bhi Dil, Yeh Khayaal Rahe
[chorus: Kishore Mondal Krish Mondal]
Humne Jalaya Dil, Jahaan Diye Bhi Jalana Mana Tha
Kar Baithe Yaad Woh Chehra, Jisko Bhulana Mana Tha
Hum Aazmaye Gaye, Magar Unhe Aazmana Mana Tha
Humne Waheen Lagaya Dil, Jahaan Dil Lagana Mana Tha
[post-chorus: Kishore Mondal Krish Mondal]
(pa-ma-pa, Pa-ma-pa, Ni-dha-pa, Ma-ga-re-ga)
(pa, Pa-ma-pa, Ni-dha-pa)
[outro: Kishore Mondal]
Zamaane Ki Tarah Hum Bhi Tode Hain Gaye
Aise Tanha Toh Na The, Tanha Chhode Hain Gaye
Jo Duaein Dete The, Haan, Usi Ke Hothon Se
Aise-waise Lafz Bhi Humse Bole Hain Gaye
You May Also Like
» O Bewafa [Sumit, Heer Kamdar , Sidd] » Dosti (From RRR) [Amit Trivedi] » Yaar [Usman Khan] » Naamumkin [Varun Jain, Shreya Ghoshal] » Aajaa Aajaa Pardesi [Himesh Reshammiya] » Kudi Anjaani [Neelkamal Singh, Hema Sardesai] » Toota Dil (Dil Toota Aashiq) [Harjas] » Mere Bin [Ankit Tiwari , Anshul Seth]FAQs for Dil Lagana Mana Tha
Who is singer of Dil Lagana Mana Tha song ?
Singer of Krish Mondal, Kishore Mondal.
Who is writer of Dil Lagana Mana Tha song ?
Kunaal Vermaa wrote this Song.
Who is the music director of Dil Lagana Mana Tha song ?
Dil Lagana Mana Tha is Tuned by Devv Sadaana.
Which label release Dil Lagana Mana Tha song ?
Dil Lagana Mana Tha is released under the label of Koo Koo TV Entertainment .
Whats the playtime (duration) of Dil Lagana Mana Tha song ?
Playtime of song Dil Lagana Mana Tha is 03:18 minute.
How can I download Dil Lagana Mana Tha song ?
You can download Dil Lagana Mana Tha song via click above download links.