Dil Karta Hai Tere Paas Mangal Singh Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Dil Karta Hai Tere Paas Song Lyrics
Dil karta hai tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Dil karta tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main deewana
Ab to gale se lagaana
Dil karta hai tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Are dil karta tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main deewana
Ab to gale se lagaana
Yeh maana tu hasinon mein hai
Mahajabeenon mein hai
Par main bhi yaar tujhse koi kam nahin
Mera naam puuch le laila se
Puuchh le sohni se
Are tere siva mera koii sanam nahin
Main tera deewana mujhe jaane hai zamaana
Par tuune hii mujhe na pahachaana
Main tera deewana mujhe jaane hai zamaana
Par tuune hii mujhe na pahachaana
Dekho mere jaano na itna banno
Tan dukh jaaye, na itna tanno
Dekho mere jaano na itna banno
Tan dukh jaaye, na itna tanno
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main diwaana
Ab to gale se lagaana
Dil karta hai tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main diwaana
Ab to gale se lagaana
Aane de paas mujhe aane de
Aaj lut jaane de
Jab dil hii machal jaaye to koii kya kare
Bas yun hi zulf se khelunga ek zara chedunga
Ek din jo yahi hona hai to kyun dare
Aana aana aana mujhe dil mein baithana
In baahon mein chupaana jaanejana
Aana aana aana mujhe dil mein baithana
In baahon mein chupaana jaanejana
Akhiyaan milii hain to dekho zara
Aqal milii hai to socho zara
Akhiyaan milii hain to dekho zara
Aqal milii hai to socho zara
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main deewana
Ab to gale se lagaana
Dil karta tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Raaste raaste galiyon galiyon
Kahan tak phirun main deewana
Ab to gale se lagaana
Dil karta tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
Dil karta tere paas aaun
Tere paas aake tera ho jaun
You May Also Like
» Do Mastane Chale Zindagi Banane [S P Balasubrahmanyam, Debashish Dasgupta] » Bandu Bol Mera Kya Banega [Tushar Bhatia] » Eello Ji Sanam Hum Aa Gaye [Vicky Mehta, Behroze Chatterjee] » Yeh Raat Aur Yeh Doorie [Asha Bhosle, S P Balasubrahmanyam] » Shola Shola Tu Bhadke [S P Balasubrahmanyam, Debashish Dasgupta, Sapna Mukherjee, Behroze Chatterjee] » Jaana Tune Jaana Nahin Haila [Abhijeet, Sadhana Sargam, Debashish Dasgupta]FAQs for Dil Karta Hai Tere Paas
Who is singer of Dil Karta Hai Tere Paas song ?
Singer of Mangal Singh.
Who is writer of Dil Karta Hai Tere Paas song ?
Majrooh Sultanpuri wrote this Song.
Who is the music director of Dil Karta Hai Tere Paas song ?
Dil Karta Hai Tere Paas is Tuned by Tushar Bhatia.
Which label release Dil Karta Hai Tere Paas song ?
Dil Karta Hai Tere Paas is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Dil Karta Hai Tere Paas song ?
Playtime of song Dil Karta Hai Tere Paas is 04:59 minute.
How can I download Dil Karta Hai Tere Paas song ?
You can download Dil Karta Hai Tere Paas song via click above download links.