Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein Anuradha Paudwal Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein Song Lyrics
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Zindaa rahenge tere liye hum
Zindaa rahenge tere liye hum, ek din tum pe marenge, sanam
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Too hai nazaaraa meri nazar ka, too hai maseehaa dard-a/e-jigar ka
Pyaar pe mere haq hai tera, aa naam de doon tuje hamsafar ka
Tere liye hai meri vafaa, tere liye hai meri vafaa, meri vafaa
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Zindaa rahenge tere liye hum
Zindaa rahenge tere liye hum, ek din tum pe marenge, sanam
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Qadamon mein tere jeevan hai mera, teri ye aankhen darpan hai mera
Sadiyon kee pyaasi chaahat hai meri, banhon mein teri saavan hai mera
Chha jaao mujh pe ban ke ghata
Chha jaao mujh pe ban ke ghata, ban ke ghata
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Zindaa rahenge tere liye hum
Zindaa rahenge tere liye hum, ek din tum pe marenge, sanam
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
Dil bhool nahin saktaa tumhein, pyaar itana karenge, sanam
You May Also Like
» Abhi To Deewan Main Nahin [Manu] » Mere Pyar Mein Hai Wo Deewangi [Anuradha Paudwal, Babul Supriyo] » Mere Pyar Mein Hai Wo Deewangi [Babul Supriyo] » Ab Tanhai Mujhe Har Pal Tadpati Hai [Anuradha Paudwal, Vinod Rathod] » Kal Ka Vada Yaad Hai Mujhko [Anuradha Paudwal] » Mere Pyar Mein He Wo Deewangee [Anuradha Paudwal, Babul Supriyo] » Dekha Tha Usne Pyar Se [Vinod Rathod, Anuradha Paudwal] » Ab Tanhai Mujhe Har Pal Tadpati Hai [Vinod Rathod, Anuradha Paudwal]FAQs for Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein
Who is singer of Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
Singer of Anuradha Paudwal.
Who is writer of Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
Faaiz Anwar wrote this Song.
Who is the music director of Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein is Tuned by Milind Sagar.
Which label release Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
Playtime of song Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein is 05:26 minute.
How can I download Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song ?
You can download Dil Bhool Nahin Sakta Tumhein song via click above download links.