Choodake Daman Kumar Sanu, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Choodake Daman Song Lyrics
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Tehre kyun do qadam pe jaa ke
Do qadam pe jaa ke
Khabar hai mujko, hai pyaar tujko
Tehre kyun yoon nazar milaa ke
Yoon nazar milaa ke
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Tehre kyun do qadam pe jaa ke
Do qadam pe jaa ke
Khabar hai mujko, hai pyaar tujko
Khabar hai mujko, hai pyaar tujko
Tehre kyun yoon nazar milaa ke
Yoon nazar milaa ke
Nazar milaanaa bhee ik ada hai
Nazar jhukaana bhee ik ada hai
Ye baath sach hai, kisi se pucho
Nazar churaanaa bhee ik ada hai
Hey, udhar nahin kuch, udhar naa dekho
Idhar hai vo dil jo tujko chaahe
Bahut haseen hai tumhaaraa gussa
Hamein to is pe bhee pyaar aaye
Tumhaaree aankhon ne kya kahaa hai?
Tumhaaree aankhon ne kya kahaa hai?
Pucho tum ye qareeb aa ke
Aye qareeb aa ke
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Tehre kyun do qadam pe jaa ke
Do qadam pe jaa ke
Ajeeb haalat hai aaj apanee
Har ek tamanna machal rahee hai
Kyun aaj mujko ye lagaa raha hai
Ki dil kee dhadkan badal rahee hai
Hai aashiqaana mizaaj apana
Kaho tumhaaraa mizaaj kya hai
Agar kaho tum to main bataa doon
Cchopa jo dil mein vo raaj kya hai
Main chaahatee hoon ki tum ko rakh loon
Main chaahatee hoon ki tum ko rakh loon
Apanee har saans mein cchopa ke
Saans mein cchopa ke
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
Tehre kyun do qadam pe jaa ke
Do qadam pe jaa ke
Khabar hai mujko, hai pyaar tujko
Khabar hai mujko, hai pyaar tujko
Tehre kyun yoon nazar milaa ke
Yoon nazar milaa ke
You May Also Like
» Is Tarah Aashiqui Ka [Kumar Sanu] » Is Tarah Aashiqui Ka [Amit Kumar] » Chaaha Toh Bahut [Kumar Sanu, Bela] » Pyar Hoga Pyar Hoga [Vinod Rathod] » Do Baatein Ho Sakti Hai [Kumar Sanu] » Dheere Dheere Chori Chori [Amit Kumar, Alka Yagnik] » Ek Yaad Ke Sahare [Vinod Rathod]FAQs for Choodake Daman
Who is singer of Choodake Daman song ?
Singer of Kumar Sanu, Alka Yagnik.
Who is writer of Choodake Daman song ?
Faaiz Anwar wrote this Song.
Who is the music director of Choodake Daman song ?
Choodake Daman is Tuned by Anu Malik.
Which label release Choodake Daman song ?
Choodake Daman is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Choodake Daman song ?
Playtime of song Choodake Daman is 09:06 minute.
How can I download Choodake Daman song ?
You can download Choodake Daman song via click above download links.