Behena Pyaari Behena Shabbir Kumar, Sadhana Sargam, Bablu Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Behena Pyaari Behena Song Lyrics
Bahena pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Bahena pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Duniya ke is mele mein tu
Phir na kabhi khona
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hain apna
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hain apna
Hum tum na kabhi bichdenge
Hamko hai sada milna
Bahena pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Tujhse bichad ke ye jana
Bahena ka pyar kya hai
Rakhi ke rishte hain kya
Bhai ka adhikar kya hai
Ab tere jeevan mein na aayenge
Dukh ke zamane
Tere liye main bhai
Layi khushiyo ke khazane
Bahena o meinri bahena
Teri bato se
Mere chalak gaye re naina
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hain apna
Hum tum na kabhi bichdenge
Hamko hai sada milna
Bahena pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Wo sabse aala hai logo
Wo sabse mahan hain
Bichdo ko wo mila deta hain
Roto ko wo hasa deta hain
Har dil se uska nata hain
Hum sab ka vidhata hain
Wo hum sabka jeevan data hain
Hum sabka jeevan data hain
Hum sabka jeevan data hain
Bande ho bande rab ka sajda
Tera pura karega sapna
Bahena pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Duniya ke is mele mein tum
Phir na kabhi khona
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hai apna
Dekh tere aane se
Dhum machi sari basti mein
Gate hai log sabhi
Jhum ke dekho masti mein
Aisi khushi ka aalam
Pahle na dekha kabhi
Tu leke aa gayi hain
Nayi si zindgani
Ye hamari ye hamari hain dua
Sari umar tu sang rahna
Bahena o pyaari bahena
Mujhse tu juda mat hona
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hai apna
Duniya ke is mele mein
Tu phir na kabhi khona
Bhaiya pyare bhaiya
Yug yug ka ye saath hai apna
Mujhse tu juda mat hona
Yug yug ka ye saath hai apna
Mujhse tu juda mat hona
Yug yug ka ye saath hai apna.
You May Also Like
» Aahista Aahista Pyaar [Nitin Mukesh, Sadhana Sargam] » Jao Dushman Mere [Udit Narayan, Sapna Mukherjee] » Abhi Solah Baras Mein [Sadhana Sargam] » Jo Chodke Dil Tod Ke [Mohammed Aziz, Sadhana Sargam]FAQs for Behena Pyaari Behena
Who is singer of Behena Pyaari Behena song ?
Singer of Shabbir Kumar, Sadhana Sargam, Bablu.
Who is writer of Behena Pyaari Behena song ?
Anwar Sagar wrote this Song.
Who is the music director of Behena Pyaari Behena song ?
Behena Pyaari Behena is Tuned by Rajesh Roshan.
Which label release Behena Pyaari Behena song ?
Behena Pyaari Behena is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Behena Pyaari Behena song ?
Playtime of song Behena Pyaari Behena is 08:24 minute.
How can I download Behena Pyaari Behena song ?
You can download Behena Pyaari Behena song via click above download links.