Banno Ki Aayegi Baraat Happy Pamela Chopra Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Banno Ki Aayegi Baraat Happy Song Lyrics
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
aaj Nachungi Main Saari Raat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
sajna Ke Ghar Tu Jaayegi
yaad Humhe Teri Aayegi
sajna Ke Ghar Tu Jaayegi
yaad Humhe Teri Aayegi
jaake Piya Ke Des Mein
na Hamko Bhulaana
aankh Baabul Teri Kyon Bar Aayi
betiya Toh Hoti Hai Parayi
aankh Baabul Teri Kyon Bar Aayi
betiya Toh Hoti Hai Parayi
abb Rahegi Yeh Saiyaan Ji Ke Saath
zke Dhol Bajaao Ji
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
gajra Kila Hai Baalo Mein
surki Lagi Hai Gaalo Pe
gajra Kila Hai Baalo Mein
surki Lagi Hai Gaalo Pe
bindiya Chamakati Maathe Pe
naino Mein Kajra
saja Hai Tan Pe Gehana
lagi Kya Khub Tu Behna
khili Hoton Pe Laali
saji Kaano Mein Baali
lagi Mehandi Dulhania Ke Haath
ke Dhol Bajaao Ji
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
le Lu Balaye Teri Sabi
dedu Tujhe Main Apni Khushi
le Lu Balaye Teri Sabi
dedu Tujhe Main Apni Khushi
maangu Duwa Main Rab Se Yahi
tu Khush Rahe
koi Chaahat Rahe Na Adhuri
teri Saari Tamanna Ho Puri
maine Keh Di Mere Dil Ki Baat
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
aaj Nachungi Main Saari Raat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Banno Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
meri Laaddo Ki Aayegi Baraat
ke Dhol Bajaao Ji
You May Also Like
» Meri Sanson Mein Tum [Asha Bhosle, Kumar Sanu] » Yeh Raat Khushnaseeb Hai [Lata Mangeshkar] » Banno Ki Aayegi Baraat Sad [Pamela Chopra] » Aaina Hai Mera Chehra [Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Suresh Wadkar] » Goriya Re Goriya [Lata Mangeshkar, Jolly Mukherjee] » Dil Ne Dil Se Kya Kahan [Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh] » Sansein Behki [Asha Bhosle, Dilip Sen]FAQs for Banno Ki Aayegi Baraat Happy
Who is singer of Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
Singer of Pamela Chopra.
Who is writer of Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
Banno Ki Aayegi Baraat Happy is Tuned by Dilip Sen, Sameer Sen.
Which label release Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
Banno Ki Aayegi Baraat Happy is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
Playtime of song Banno Ki Aayegi Baraat Happy is 05:53 minute.
How can I download Banno Ki Aayegi Baraat Happy song ?
You can download Banno Ki Aayegi Baraat Happy song via click above download links.