Badal Gayi Hai Yeh Duniya Roopkumar Rathod, Udit Narayan Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Badal Gayi Hai Yeh Duniya Song Lyrics
Movie: Andolan
Song: Badal Gayi Hai Yeh Duniya
Lyrics:
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Ab dushman ban gaya hain
Ab dushman ban gaya hain
Mera dost woh purana
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Bade chote chote the sapne humare
Bade pyar se ho rahe the guzare
Bada khoobsurat tha mitti ka ghar
Khuda jane kisne laga di nazar
Khuda jane kisne laga di nazar
Barbaad ho chuka hain
Barbaad ho chuka hain
Woh ghar woh dar thikaana
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Dua hain usse na kabhi gham mile
Jaha jaaye khushiyon ka mausam mile
Kabhi na woh tanha akela rahe
Safar mein baharon ka mela rahe
Safar mein baharon ka mela rahe
Hai uske dam se meri
Hai uske dam se meri
Saanson ka aana jana
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Ab dushman ban gaya hain
Ab dushman ban gaya hain
Mera dost woh purana
Badal gayi hain yeh duniya
Badal gaya hain zamaana
Zara pooch le mere jazbaat se
Main majboor tha apne halat se
Teri dosti ka mujhe wasta
Mere saamne tha yahi rasta
Mere saamne tha yahi rasta
Barbadiyon ne likha
Barbadiyon ne likha
Julmo ka ye fasana
Badal gayi hai yeh duniya
Badal gaya hai zamaana
Ab dushman ban gaya hai
Ab dushman ban gaya hai
Mera dost woh purana
Badal gayi hain yeh duniya
Badal gaya hain zamaana
You May Also Like
» Dil Toh Khoya Hai [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Dil Humne Diya Hai [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Maza Karle Meri Jaan [Bali Brahmbhatt, Sudesh Bhosle] » Nazar Mein Tu Jigar Mein Tu [Kumar Sanu, Sapna Mukherjee] » Aayegi Har Pal Tujhe Meri Yaad [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Mujhe Toh Hone Laga Hai Pyar [Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik] » Kitne Dino Ke Baad Mile Ho [Kumar Sanu, Alka Yagnik]FAQs for Badal Gayi Hai Yeh Duniya
Who is singer of Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
Singer of Roopkumar Rathod, Udit Narayan.
Who is writer of Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
Badal Gayi Hai Yeh Duniya is Tuned by Nadeem, Shravan.
Which label release Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
Badal Gayi Hai Yeh Duniya is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
Playtime of song Badal Gayi Hai Yeh Duniya is 07:15 minute.
How can I download Badal Gayi Hai Yeh Duniya song ?
You can download Badal Gayi Hai Yeh Duniya song via click above download links.