Baazigar O Baazigar Kumar Sanu, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Baazigar O Baazigar Song Lyrics
O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar
Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
Bazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
O.. dil leke dil diya hai
Sauda pyaar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Chupke se aankhon ke raste
Tu mere dil mein samaya
Chahat ka jaadu jaga ke
Mujhko deewana banaya
Pehli nazar mein bani hai
Tu mere sapno ki raani
Yaad rakhegi yeh duniya
Apni wafaa ki kahani
O.. mera chain chura ke
Meri neendein udaa ke
Kho na jana kisi mod par
Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O.. dil leke dil diya hai
Sauda pyaar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Baazigar main bazigar
Dhak dhak dhadakta hai yeh dil
Bolo na kya keh raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujh ko galat na samajhna
Main nahi badal aawara
Dil ki deewaron pe maine
Naam likha hai tumhara
O.. tere pyaar pe kurban
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar
Baazigar o baazigar
Baazigar main bazigar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
You May Also Like
» Samajh Kar Chand Jis Ko [Vinod Rathod, Alka Yagnik] » Kitaben Bahut Si [Asha Bhosle, Vinod Rathod] » Chhupana Bhi Nahin Aata Vinod Rathod [Vinod Rathod] » Tere Chehre Pe [Kumar Sanu, Sonali Vajpayee] » Chhupana Bhi Nahin Aata Pankaj Udhas [Pankaj Udhas] » Ye Kaali Kaali Aankhen [Kumar Sanu, Anu Malik] » Ae Mere Humsafar [Vinod Rathod, Alka Yagnik]FAQs for Baazigar O Baazigar
Who is singer of Baazigar O Baazigar song ?
Singer of Kumar Sanu, Alka Yagnik.
Who is writer of Baazigar O Baazigar song ?
Nawab Arzoo wrote this Song.
Who is the music director of Baazigar O Baazigar song ?
Baazigar O Baazigar is Tuned by Anu Malik.
Which label release Baazigar O Baazigar song ?
Baazigar O Baazigar is released under the label of Ishtar Music.
Whats the playtime (duration) of Baazigar O Baazigar song ?
Playtime of song Baazigar O Baazigar is 07:39 minute.
How can I download Baazigar O Baazigar song ?
You can download Baazigar O Baazigar song via click above download links.