Apno Mein Main Begaanaa Kishore Kumar Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Apno Mein Main Begaanaa Song Lyrics
Nadan nasamjh
Pagal deewana
Sabko apna mana
Tune magar ye na jana
Matlabi hain log yahan par
Matlabi zamana
Matlabi hain log yahan par
Matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begaana
Begana begaana
Apno mein main begaana
Matlabi hain log yaha par
Matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begaana
Begaana begaana
Apno mein main
Begaana begaana
Khushiya churake guzare wo din
Kante chubhake bichhde wo din
Aankho se aansu behane lage
Behate ye aansu kehne lage
Ye kya huya ye kyu huya
Kaise huya maine na jana
Matlabi hain log yahan par
Matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begana
Begana begaana
Apno mein main
Begaana begaana
Zinda hai lashein murda zami hain
Jeene ke kabil duniya nahin hain
Duniya ko thokar kyu na laga doon
Khud apni hasti kyu na mita doon
Ji ke yaha ji bhar gaya
Dil ab to marne ka
Dhunde bahana
Matlabi hain log yahan par
Matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begaana
Begana begaana
Apno mein main begaana
Matlabi hain log yahan par
Matlabi zamana
Socha saya sath dega
Nikla wo begana
Begana begaana
Apno mein main
Begaana begaana.
You May Also Like
» Jigar Tham Lo [Kishore Kumar] » Apno Men Main Begaanaa [Kishore Kumar] » Dear Sir Aap Ko [Kishore Kumar, Asha Bhosle] » O Dil Jaani [Asha Bhosle] » Waqt Ke Saath [Asha Bhosle, Mohammad Aziz]FAQs for Apno Mein Main Begaanaa
Who is singer of Apno Mein Main Begaanaa song ?
Singer of Kishore Kumar.
Who is writer of Apno Mein Main Begaanaa song ?
Anjaan wrote this Song.
Who is the music director of Apno Mein Main Begaanaa song ?
Apno Mein Main Begaanaa is Tuned by Anu Malik.
Which label release Apno Mein Main Begaanaa song ?
Apno Mein Main Begaanaa is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Apno Mein Main Begaanaa song ?
Playtime of song Apno Mein Main Begaanaa is 06:16 minute.
How can I download Apno Mein Main Begaanaa song ?
You can download Apno Mein Main Begaanaa song via click above download links.