Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai Ghulam Ali Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai Song Lyrics
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Ik Nazar Meri Tharaf Bhee, Tera Jaataa Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Meri Rusvaae Mein Vo Bhee Hai Baraabar Ke Shariq
Meri Rusvaae Mein Vo Bhee Hai Baraabar Ke Shariq
Mere Kisse Mere Yaaron Ko Sunaata Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Paas Rahakar Bhee Naa Pahchaan Sakaa Too Mujko
Paas Rahakar Bhee Naa Pahchaan Sakaa Too Mujko
Door Se Dekh Ke Ab Haath Hilaataa Kya Hai?
Door Se Dekh Ke Ab Haath Hilaataa Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Umr Bhar Apanae Garebaan Se Ulajhane Waale
Umr Bhar Apanae Garebaan Se Ulajhane Waale
Too Muje Mere Hee Saayen Se Daraata Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Main Tera Kuch Bhee Nahin Hum Magar Itana To Bataa
Main Tera Kuch Bhee Nahin Hum Magar Itana To Bataa
Dekh Kar Mujko Tere Zahan Mein Aathaa Kya Hai?
Dekh Kar Mujko Tere Zahan Mein Aathaa Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
Ik Nazar Meri Tharaf Bhee, Tera Jaataa Kya Hai?
Apanee Tasveer Ko Aankhon Se Lagaataa Kya Hai?
You May Also Like
» Hungama Hai Kyon Barpa [Ghulam Ali] » Kahte Hain Mujhse Ishq Ka Afsana Chahiye [Ghulam Ali] » Chupke Chupke Raat Din Aansoon Bahanayaad Hai [Ghulam Ali] » Zakhm E Tanhai Mein [Ghulam Ali] » Kaisi Chali Hai Abke Hawa [Ghulam Ali] » Woh Kabhi Mil Jayen To Kaya Keejiye [Ghulam Ali] » Yeh Dil Ye Pagal Dil Mera [Ghulam Ali]FAQs for Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai
Who is singer of Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song ?
Singer of Ghulam Ali.
Who is writer of Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song ?
Shahzad Ahmad Shahzad wrote this Song.
Which label release Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song ?
Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song ?
Playtime of song Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai is 07:30 minute.
How can I download Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song ?
You can download Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai song via click above download links.