Apna Gaon Sambhalo Mohammed Rafi Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Apna Gaon Sambhalo Song Lyrics
nayi Hawa Me Udane Dekho
Van Ka Mor Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
nayi Hawa Me Udane Dekho
Van Ka Mor Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
sunte Hai Sahar Main
Jab Jab Sawan Bhado Aata Hai
Sunte Hai Sahar Main
Jab Jab Sawan Bhado Aata Hai
Paani Ki Bundo Ke Badale Hare Note Barsata Hai
Bhar Leta Hai Jholi Jiska Jitana Jor Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
ye Bhi Suna Hi Raat Waha Ki Din Ko Sarmati Hai
Ye Bhi Suna Hi Raat Waha Ki Din Ko Sarmati Hai
Diwaaro Ko Haath Lagao To Batti Jal Jaati Hai
Apnae Ghar To Diya Kabhi Sari Raat Jala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
ye Dharti Aakash
Vaha Bhi Hoga Ya Na Hoga
Ye Dharti Aakash
Vaha Bhi Hoga Ya Na Hoga
Dekha Jayega Kismat Me
Jo Bhi Likha Hoga
Nikal Pade Jab Ghar Se
Kyu Na Karega Ram Bhala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala
Apna Gaon Sambhalo
Mai To Sahar Ki Aur Chala.
You May Also Like
» Jana Door Kahin Jana Hai [Lata Mangeshkar] » Ek Pyar Karne Wale Ne [Mohammed Rafi] » Nai Hawa Men Udne Apna Gaon Sambhalo [Mohammed Rafi] » Kaise Kahoon Kis Se Kahoon [Asha Bhosle]FAQs for Apna Gaon Sambhalo
Who is singer of Apna Gaon Sambhalo song ?
Singer of Mohammed Rafi.
Who is writer of Apna Gaon Sambhalo song ?
Rajendra Krishan wrote this Song.
Who is the music director of Apna Gaon Sambhalo song ?
Apna Gaon Sambhalo is Tuned by Laxmikant, Pyarelal.
Which label release Apna Gaon Sambhalo song ?
Apna Gaon Sambhalo is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Apna Gaon Sambhalo song ?
Playtime of song Apna Gaon Sambhalo is 03:30 minute.
How can I download Apna Gaon Sambhalo song ?
You can download Apna Gaon Sambhalo song via click above download links.